Din Hai Bahar Ke Tere Mere Ikrar Ke Lyrics - Waqt
Din Hai Bahar Ke Tere Mere Ikrar Ke Lyrics from Waqt is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, Mahendra Kapoor. Din Hai Bahar Ke Tere Mere Ikrar Ke song lyrics are written by Sahir Ludhianvi, its music is given by Ravi. Waqt is a 1965 Hindi movie starring Sunil Dutt, Sadhana and Raaj Kumar.
Din Hai Bahar Ke Tere Mere Ikrar Ke Lyrics
Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyaar karein
Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyaar karein
Dusman hai pyaar ke
Jab lakhon gham sansar ke
Dil ke sahare kaise pyaar karein
Dunia ka bojh zara dil se utaar de
Chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de
Dunia ka bojh zara dil se utaar de
Chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de
Apni to zindagi beeti hai jee ko maar ke
Dil ke sahare kaise pyaar karein
Din hai bahar ke tere mere ikrar kare
Dil ke sahare aaja pyaar karein
Accha nahi hota yunhi sapnon se khelna
Bada hi kathin hai hakeekaton ko jhelna
Accha nahi hota yunhi sapnon se khelna
Bada hi kathin hai hakeekaton ko jhelna
Apni hakeekatein mere sapnon pe vaaar ke
Dil ke sahare aaja pyaar karein
Dusman hai pyaar ke
Jab lakhon gham sansar ke
Dil ke sahare kaise pyaar karein
Aisi waisi baate sabhi dil se nikaal de
Jeena hai to kashti ko dhaare pe daal de
Aisi waisi baate sabhi dil se nikaal de
Jeena hai to kashti ko dhaare pe daal de
Dhaare ki god mein
Ghere bhi hain majhdhar ke
Dil ke sahare kaise pyaar karein
Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyaar karein
Din hai bahar ke tere mere ikrar ke
Dil ke sahare aaja pyaar karein
Din Hai Bahar Ke Tere Mere Ikrar Ke Song Detail
Song: Din Hai Bahar Ke Tere Mere Ikrar Ke
Album: Waqt (1965)
Singer: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Musician: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Sunil Dutt, Sadhana, Raaj Kumar etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana