Dil Le Gayi Teri Bindiya Lyrics - Vishwatma
Dil Le Gayi Teri Bindiya Lyrics from Vishwatma is Hindi song in the voices of Amit Kumar, Mohammed Aziz, Sapna Mukherjee, Udit Narayan. Dil Le Gayi Teri Bindiya song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Viju Shah. Vishwatma is a 1992 Hindi movie starring Sunny Deol, Chunky Pandey and Divya Bharti.
Dil Le Gayi Teri Bindiya Lyrics
Arre dil le gayi teri bindiya
Arre dil le gayi teri bindiya
Yaad aa gaya mujhko India
Main kahin bhi rahun is jahan mein
Main kahin bhi rahun is jahan mein
Mera dil hai Hindustan mein
Arre tu le gaya meri nindiya
Arre tu le gaya meri nindiya
Yaad aa gaya mujhko India
Bas jo mere jee jaan mein
Bas jo mere jee jaan mein
Mera ghar hai Hindustan mein
Hum dono hindustani
Yeh apni prem kahani
Hum dono hindustani
Yeh apni prem kahani
Ik dooje ko de baithe
Hum dil oh dilbarjani
Ik pyar bhari muskaan mein
Main kahin bhi rahun is jahan mein
Main kahin bhi rahun is jahan mein
Mera dil hai Hindustan mein
Arre tu le gaya meri nindiya
Arre dil le gayi teri bindiya
Yaad aa gaya mujhko India
Jo baat hai tere dil mein
Woh baat hai mere dil mein
Jo baat hai tere dil mein
Woh baat hai mere dil mein
Hothon par aa na jaaye
Yeh baat bhari mehfil mein
Is baat ko rakhna dhyan mein
Bas jo mere jee jaan mein
Bas jo mere jee jaan mein
Mera ghar hai Hindustan mein
Nainon se nain mila doon
Pardes des dikha doon
Nainon se nain mila doon
Pardes des dikha doon
Kurban tere ho jaaun
Dil kya main jaan ganwa doon
Teri chahat ke imtehan mein
Main kahin bhi rahun is jahan mein
Main kahin bhi rahun is jahan mein
Mera dil hai Hindustan mein
Arre tu le gaya meri nindiya
Yaad aa gaya mujhko India
Bas jo mere jee jaan mein
Bas jo mere jee jaan mein
Mera ghar hai Hindustan mein
Arre dil le gayi teri bindiya
Arre dil le gayi teri bindiya
Yaad aa gaya mujhko India
Main kahin bhi rahun is jahan mein
Main kahin bhi rahun is jahan mein
Mera dil hai Hindustan mein
Dil Le Gayi Teri Bindiya Song Detail
Song: Dil Le Gayi Teri Bindiya
Album: Vishwatma (1992)
Singer: Amit Kumar, Mohammed Aziz, Sapna Mukherjee, Udit Narayan
Musician: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Sunny Deol, Chunky Pandey, Divya Bharti etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana