Aankhon Mein Hai Kya Lyrics - Vishwatma
Aankhon Mein Hai Kya Lyrics from Vishwatma is Hindi song in the voices of Udit Narayan, Alka Yagnik, Mohammed Aziz, Sadhana Sargam. Aankhon Mein Hai Kya song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Viju Shah. Vishwatma is a 1992 Hindi movie starring Sunny Deol, Chunky Pandey and Divya Bharti.
Aankhon Mein Hai Kya Lyrics
Aankhon mein hai kya tasveer teri
Tasveer meri par main hoon kahan
Meri jaan hai tu mere dil mein
Meri jaan hai mushkil mein
Oh mere jaanam oh mere jaanu
Oh mere jaanam
Aankhon mein hai kya tasveer teri
Tasveer meri par main hoon kahan
Meri jaan hai tu mere dil mein
Meri jaan hai mushkil mein
Oh mere jaanam oh mere jaanu
Oh mere jaanam
Duniya se door mohabbat mein
Hum aa gaye shayad jannat mein
Duniya se door mohabbat mein
Hum aa gaye shayad jannat mein
Jannat mein hai kya
Yeh pyaar tera
Mera pyaar to hai
Par main hoon kahan
Meri jaan hai tu mere dil mein
Meri jaan hai mushkil mein
Oh meri jaanam oh meri jaanu
Oh meri jaanam
Bechaini si har mauj mein hai
Har mauj kisi ki khoj mein hai
Bechaini si har mauj mein hai
Har mauj kisi ki khoj mein hai
Tere dil mein hai kya
Bas yaad teri
Bas yaad meri par main hoon kahan
Meri jaan hai tu mere dil mein
Meri jaan hai mushkil mein
Oh mere jaanam oh mere jaanu
Oh mere jaanam
Tauba is pyaar ki baaton se
Nahi soyi main kitni raaton se
Tauba is pyaar ki baaton se
Nahi soyi main kitni raaton se
Raaton mein hai kya
Bas khwaab tere
Bas khwaab mere par main hoon kahan
Meri jaan hai tu mere dil mein
Meri jaan hai mushkil mein
Oh mere jaanam oh mere jaanu
Oh mere jaanam
Tu mujhmein hai main tujhmein hoon
Phir bhi hum itne door hain kyun
Tu mujhmein hai main tujhmein hoon
Phir bhi hum itne door hain kyun
Hai beech mein kya
Yeh saara jahan
Yeh saara jahan par main hoon kahan
Meri jaan hai tu mere dil mein
Meri jaan hai mushkil mein
Oh meri jaanam oh meri jaanu
Oh meri jaanam
Aankhon mein hai kya tasveer teri
Tasveer meri par main hoon kahan
Meri jaan hai tu mere dil mein
Meri jaan hai mushkil mein
Oh mere jaanam oh meri jaanu
Oh mere jaanam
Oh meri jaanam
Oh mere jaanam
Aankhon Mein Hai Kya Song Detail
Song: Aankhon Mein Hai Kya
Album: Vishwatma (1992)
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik, Mohammed Aziz, Sadhana Sargam
Musician: Viju Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Sunny Deol, Chunky Pandey, Divya Bharti etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana