Bistar Chhod Ke So Gaya Lyrics - Ek Hi Bhool


Bistar Chhod Ke So Gaya Lyrics from Ek Hi Bhool is Hindi song sung by Asha Bhosle and music is given by Laxmikant Pyarelal. Bistar Chhod Ke So Gaya song lyrics are written by Anand Bakshi. Ek Hi Bhool is a 1981 Hindi movie starring Jeetendra, Rekha and Shabana Azmi.

Bistar Chhod Ke So Gaya Lyrics - Ek Hi Bhool

Bistar Chhod Ke So Gaya Song Detail


Song: Bistar Chhod Ke So Gaya
Album: Ek Hi Bhool (1981)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Jeetendra, Rekha, Shabana Azmi etc.

Bistar Chhod Ke So Gaya Lyrics

Bistar chhod ke so gaya
Chaddar odh ke so gaya
Bistar chhod ke so gaya
Chaddar odh ke so gaya

Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya
Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya

Bistar chhod ke so gaya
Chaddar odh ke so gaya

Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya
Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya

Baali umariya re chhalke prem gagriya re
Baali umariya re chhalke prem gagriya re
Sooni meri sajariya re
Julmi bada sanwariya re
Woh munh mod ke so gaya
Woh munh mod ke so gaya

Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya

Bheege naina kajrare
Taare ban gaye angare
Bheege naina kajra re
Taare ban gaye angare
Roop jawani sab haare
Ek hi raat mein woh saare
Vaade tod ke so gaya
Vaade tod ke so gaya

Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya
Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya

Rootha sajan manaun main
Rootha sajan manaun main
Usko kya mar jaaun main
Naagan si balkhaun main
Yeh ungli kise dikhaun main
Woh jise marod ke so gaya
Woh jise marod ke so gaya

Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya
Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya

Bistar chhod ke so gaya
Chaddar odh ke so gaya
Haaye haaye bhari jawani mein
Mera baalam buddha ho gaya
Haaye haaye bhari jawani mein re
Mera baalam buddha ho gaya