Sard Sard Raaton Mein Lyrics - Ek Hi Bhool


Sard Sard Raaton Mein Lyrics from Ek Hi Bhool is Hindi song sung by Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam and music is given by Laxmikant Pyarelal. Sard Sard Raaton Mein song lyrics are written by Anand Bakshi. Ek Hi Bhool is a 1981 Hindi movie starring Jeetendra, Rekha and Shabana Azmi.

Sard Sard Raaton Mein Lyrics - Ek Hi Bhool

Sard Sard Raaton Mein Song Detail


Song: Sard Sard Raaton Mein
Album: Ek Hi Bhool (1981)
Singer: Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Jeetendra, Rekha, Shabana Azmi etc.

Sard Sard Raaton Mein Lyrics

Sard sard raaton mein
Thaam ke dil hathon mein
Hoye hoye hoye hoye hoye
Sard sard raaton mein
Thaam ke dil hathon mein
Maine tujhe yaad kiya

Hat tum ho matlab ke yaar piya
Tum ho matlab ke yaar piya
Yeh hai kuchh aur nahi pyaar piya
Tum ho matlab ke yaar piya

Tum ho matlab ke yaar piya

Woh jo pyaar karte hain
Bas woh pyaar karte hain
Woh jo pyaar karte hain
Bas woh pyaar karte hain
Barson woh sabra se intzar karte hain
Barson woh sabra se intzar karte hain

Jab talak yeh baatein hon
Pyaar ki baaratein hon
Tab talak hai kaun jiya
Tum ho matlab ke yaar piya
Tum ho matlab ke yaar piya

In fizool baton mein wakt guzar jayega
In fizool baton mein wakt guzar jayega
Panghat ke paas koyi pyasa mar jayega
In fizool baton mein haan haan haan

Chup se jaake so jao mujhse door ho jao
Maine tumhein jaan liya
Tum ho matlab ke yaar piya
Tum ho matlab ke yaar piya

Ho neend kahan udd gayi kya hua kaho zara
Josh mein na aao ji hosh mein raho zara
Neend kahan udd gayi kya hua kaho zara
Hosh mein woh kya rahe
Teri mast aankhon se
Jisne jaam pyaar ka piya ja
Tum ho matlab ke yaar piya
Tum ho matlab ke yaar piya

Sard sard raaton mein
Thaam ke dil hathon mein
Sard sard raaton mein
Thaam ke dil hathon mein