Bekhudi Ka Bada Sahara Hai Lyrics - Ek Hi Bhool




Bekhudi Ka Bada Sahara Hai Lyrics from Ek Hi Bhool is Hindi song sung by S. P. Balasubrahmanyam and music is given by Laxmikant Pyarelal. Bekhudi Ka Bada Sahara Hai song lyrics are written by Anand Bakshi. Ek Hi Bhool is a 1981 Hindi movie starring Jeetendra, Rekha and Shabana Azmi.

Bekhudi Ka Bada Sahara Hai Lyrics

Bekhudi ka bada sahara hai
Bekhudi ka bada sahara hai
Warna duniya mein kya hamara hai
Log marte hain maut aane se
Log marte hain maut aane se
Humko is zindagi ne maara hai
Bekhudi ka bada sahara hai

Aadmi kuchh bhi kar nahi sakta
Aadmi kuchh bhi kar nahi sakta
Waqt aisa ghuzar nahi sakta
Waqt aisa magar ghuzara hai

Bekhudi ka bada sahara hai
Warna duniya mein kya hamara hai
Bekhudi ka bada sahara hai

Kitni halki hai kitni bojhal hai
Kitni halki hai kitni bojhal hai
Koyi aurat nahi yeh botal hai
Band ismein jahan saara hai

Bekhudi ka bada sahara hai
Warna duniya mein kya hamara hai
Bekhudi ka bada sahara hai

Is mukaddar ka yeh sitam dekho
Is mukaddar ka yeh sitam dekho
Doobte jaa rahe hain hum dekho
Aur woh saamne kinara hai

Bekhudi ka bada sahara hai
Warna duniya mein kya hamara hai
Log marte hain maut aane se
Humko is zindagi ne maara hai
Bekhudi ka bada sahara hai




Bekhudi Ka Bada Sahara Hai Song Detail


Song: Bekhudi Ka Bada Sahara Hai
Album: Ek Hi Bhool (1981)
Singer: S. P. Balasubrahmanyam
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Jeetendra, Rekha, Shabana Azmi etc.