Zindagi Is Tarah Se Lagne Lagi Lyrics - Murder


Zindagi Is Tarah Se Lagne Lagi Lyrics from Murder is Hindi song in the voices of Anuradha Paudwal, Sonu Nigam. Zindagi Is Tarah Se Lagne Lagi song lyrics are written by Sayeed Quadri, its music is given by Anu Malik. Murder is a 2004 Hindi movie starring Emraan Hashmi, Mallika Sherawat and Ashmit Patel.

Zindagi Is Tarah Se Lagne Lagi Lyrics - Murder

Zindagi Is Tarah Se Lagne Lagi Song Detail


Song: Zindagi Is Tarah Se Lagne Lagi
Album: Murder (2004)
Singer: Anuradha Paudwal, Sonu Nigam
Musician: Anu Malik
Lyricist: Sayeed Quadri
Star Cast: Emraan Hashmi, Mallika Sherawat, Ashmit Patel etc.

Zindagi Is Tarah Se Lagne Lagi Lyrics

Zindagi is tarah se lagne lagi
Rang udd jayein jo deewaron se
Ab chhupane ko apna kuchh na raha
Zakhm dikhne lage dararon se

Main tere jism ki hoon parchhayi
Mujhko kaise rakhoge khud se juda
Bhool karna to meri fitrat hai
Kyon ki insaan hoon
Main nahi hoon khuda
Kyon ki insaan hoon

Main nahi hoon khuda

Mujhko hai apni har khata manzur
Bhool ho jaati hai insaanon se
Ab chhupane ko apna kuchh na raha
Zakhm dikhne lage dararon se

Teri har bhool mein kahin shayad
Hum bhi shaamil hain gunehagron se
Ab chhupane ko apna kuchh na raha
Zakhm dikhne lage daraaron se

Aa mere sath milke hum phir se
Apne khwabon ka ghar banate hain
Jo bhi bikhra hai woh samet'te hain Dhoondh kar phir khushi ko laate hain
Dhoondh kar phir khushi ko laate hain

Both to zindagi ka kat'ta hai
Ek dooje ke hi saharon se