Jaana Tere Pyar Lyrics - Murder


Jaana Tere Pyar Lyrics from Murder is Hindi song sung by Amir Jamal. Jaana Tere Pyar song lyrics are written by Sayeed Quadri, its music is given by Anu Malik. Murder is a 2004 Hindi movie starring Emraan Hashmi, Mallika Sherawat and Ashmit Patel.

Jaana Tere Pyar Lyrics - Murder

Jaana Tere Pyar Song Detail


Song: Jaana Tere Pyar
Album: Murder (2004)
Singer: Amir Jamal
Musician: Anu Malik
Lyricist: Sayeed Quadri
Star Cast: Emraan Hashmi, Mallika Sherawat, Ashmit Patel etc.

Jaana Tere Pyar Lyrics

Jaana tere pyar mein
Mera dil kho gaya
Gehri gehri teri aankhon ka
Deewana ho gaya

Jaana tere pyaar mein
Mera dil kho gaya
Gehri gehri teri aankhon ka
Deewana ho gaya

Tere dum se aayi hai
Mere ghar mein yeh saba

Teri aankhon se jala hua hai
Mere dil ka yeh diya

Oh jaana aa jaana
Oh meri jaane jaana
Oh jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha

Mera dil yeh dua kare
Yeh milan ho sada
Tere rang se saji rahe
Mere ghar ki faza

Meri shaam yoon saji rahi
Zara khul ke muskura Teri dilkashi ka hai raz kya
Zara mujhko yeh bata

Oh jaana aa jaana
Oh meri jaane jaana
Oh jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha

Tu jo saamne aa gayi
Mera dil to chala
Tujhe bas takta raha
Kahan hosh raha

Tere aas paas raha karun
Mere dil ne yeh kaha
Mujhe yeh bata ke main kya karun
Mera dil bas kho gaya

Oh jaana aa jaana
Oh meri jaane jaana
Oh jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha

Jaana tere pyar mein
Mera dil kho gaya
Gehri gehri teri aankhon ka
Deewana ho gaya

Tere dum se aayi hai
Mere ghar mein yeh saba
Teri aankhon se jala hua hai
Mere dil ka yeh diya

Oh jaana aa jaana
Oh meri jaane jaana
Oh jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha

Oh jaana aa jaana
Oh meri jaane jaana
Oh jaana aake dekh
Yeh mere ishq inteha