Yeh Bandhan To Pyar Ka Bandhan Hai Lyrics - Karan Arjun


Yeh Bandhan To Pyar Ka Bandhan Hai song belongs to the Rakesh Roshan's film Karan Arjun starring Shahrukh Khan, Salman Khan, Mamta Kulkarni and Kajol. Yeh Bandhan To Pyar Ka Bandhan Hai Lyrics are penned by Indeevar while this track is sung by Kumar Sanu, Alka Yagnik and Udit Narayan. Karan Arjun is a 1995 Hindi movie starring Shahrukh Khan, Salman Khan and Mamta Kulkarni.

Yeh Bandhan To Pyar Ka Bandhan Hai Lyrics - Karan Arjun

Yeh Bandhan To Pyar Ka Bandhan Hai Song Detail


Song: Yeh Bandhan To Pyar Ka Bandhan Hai
Album: Karan Arjun (1995)
Singer: Kumar Sanu, Alka Yagnik, Udit Narayan
Musician: Rajesh Roshan
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Shahrukh Khan, Salman Khan, Mamta Kulkarni etc.

Yeh Bandhan To Pyar Ka Bandhan Hai Lyrics

Sooraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushbu kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai

Sooraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se

Khushbu kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai

Tum hi mere jeevan ho
Tumhein dekh dekh jee loongi
Tum hi mere jeevan ho
Tumhein dekh dekh jee loongi
Main to tumhari khatir
Duniya ka zehar pee loongi
Tere paavan charnon mein
Aakash jhuka denge hum Teri raah mein jo shole hon
To khud ko bichha denge hum
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai

Mamta ke mandir ki hai
Tu sabse pyaari moorat
Mamta ke mandir ki hai
Tu sabse pyaari moorat
Bhagwan nazar aata hai
Jab dekhein teri soorat
Jab jab duniya mein aayein
Tera hi aanchal paayein
Janmon ki deewaron par
Hum pyaar apna likh jaayein
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai

Sooraj kab door gagan se
Chanda kab door kiran se
Khushbu kab door pawan se
Kab door bahaar chaman se
Yeh bandhan to pyar ka bandhan hai
Janamon ka sangam hai