YASHOMATI MAIYA SE BOLE NANDLALA LYRICS - Satyam Shivam Sundaram
Yashomati Maiya Se Bole Nandlala Lyrics from the movie Satyam Shivam Sundaram is sung by Lata Mangeshkar and Manna Dey, its music is composed by Laxmikant and Pyarelal and lyrics are written by Narendra Sharma.

Musician : Laxmikant, Pyarelal
Lyricist : Narendra Sharma
Yashomati Maiya Se Bole Nandlala Lyrics
Yashomati maiya se bole nandlala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Boli muskaati maiya lalan ko bataya
Boli muskaati maiya lalan ko bataya
Ladla Kanhiya mera ho
Ladla Kanhiya mera kali kamli wala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Boli muskaati maiya sun mere pyare
Gori gori Radhika ke nain kajraare
Kaale nainon waali ne ho
Kaale nainon waali ne aisa jaadu dala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Itne mein Radha pyaari aai ithlaati
Itne mein Radha pyaari aai ithlaati
Maine na jaadu dala boli balkhaati
Maiya Kanhaiya tera ho
Maiya Kanhaiya tera jag se nirala
Isiliye kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala
Yashomati maiya se bole Nandlala
Radha kyon gori main kyon kala
Radha kyon gori main kyon kala