Wada Nahi Karte Kisi Se Lyrics - Prem Bandhan
Wada Nahi Karte Kisi Se Lyrics from Prem Bandhan is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor and music is given by Laxmikant Pyarelal. Wada Nahi Karte Kisi Se song lyrics are written by Anand Bakshi. Prem Bandhan is a 1979 Hindi movie starring Rajesh Khanna, Rekha and Moushumi Chatterjee.
Wada Nahi Karte Kisi Se Lyrics
Kise kehte hain shikwa
Aur kise fariyad kehte hain
Nahi sahab nahi hum to
Mubarakbad kehte hain
Sitam bhi apka kuchh kam nahi hai
Ik nawazish hai
Magar hum badnaseebon ki
Magar hum badnaseebon ki
Faqat itni ghuzarish hai
Ghuzarish hai ghuzarish hai
Ke vaada nahi
Nahi nahi wada nahi
Nahi nahi wada nahi aahe
Nahi nahi wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Nahi nahi wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Karte hain to nibhate hain bhayi
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Wada kisi se karna
Wada kisi se karna
Aur ho kisi ka jaana ho jaana
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Wada kisi se karna
Aur ho kisi ka jaana
Yeh kaam nahi hai zalim
Zalim dastoor ashiqana
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Karte hain to nibhate hain bhayi
Wada nahi
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Sabab humne na jaana
Banakar tum bahana
Taalluk tod aaye
Shehar woh chhod aaye
Nayi duniya basa li
Nayi mehfil saja li
Khabar bheji na chitthi
Bane sab phool mitti
Tumhari berukhi se
Sharafat ki kami se
Hua yeh pyaar ruswa
Sare bazaar ruswa
Nazar hamse milao
Karein hum kya bataoi
Sajde mein sar jhukaya
Rootha khuda manaya
Tum aise humse roothe roothe
Mushkil hua manana manana
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Karte hain to nibhate hain bhayi
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Nahi nahi wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Yeh kissa hai purana
Gaya ghuzra zamana
Kabhi tum the hamare
Kabhi hum the tumahre
Huyi ghairon si yaari
Jagah thi jo hamari
Woh tumne chheen li hai
Badi tauheen ki hai
Kinare laake goya
Humein tumne duboya
Agarche bewafa ho
Magar tum bekhata ho
Huyi yeh bhool humse
Humein marna tha gham se
Zinda agar rahenge
Duniya se yeh kahenge
Mar jaana zehar kha ke
Lekin na dil lagana
Oh jaana
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Karte hain to nibhate hain bhayi
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Nahi nahi wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Zara dekhe zamana
Nigaahon ka churana
Humein tum jaante ho
Nahi pehchante ho
Humein di naummeedi
Khushi tumne khareedi
Hamara zor kya hai
Khuda sab dekhta hai
Duayein hum karenge
Jiyo tum hum marenege
Magar yeh bewafai
Na bakhshegi khudai
Khata hai saafgoyi
Yeh hai insaaf koyi
Mehboob bhole bhale
Humko bhulane wale
Humko bhula diya bhula diya
Humko bhula diya bhula diya
Humko bhula diya par
Chhoda na yaad aana
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Karte hain to nibhate hain bhayi
Wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Nahi nahi wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Nahi nahi wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Nahi nahi wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Nahi nahi wada nahi karte kisi se
Wada nahi
Wada Nahi Karte Kisi Se Song Detail
Song: Wada Nahi Karte Kisi Se
Album: Prem Bandhan (1979)
Singer: Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Rajesh Khanna, Rekha, Moushumi Chatterjee etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana