Tun Tuna Tun Tun Lyrics - Baap Numbri Beta Dus Numbri


Tun Tuna Tun Tun Lyrics from Baap Numbri Beta Dus Numbri is Hindi song sung by Amit Kumar and music is given by Nadeem-Shravan. Tun Tuna Tun Tun song lyrics are written by Sameer. Baap Numbri Beta Dus Numbri is a 1990 Hindi movie starring Jackie Shroff, Farha and Kader Khan.

Tun Tuna Tun Tun Lyrics - Baap Numbri Beta Dus Numbri

Tun Tuna Tun Tun Song Detail


Song: Tun Tuna Tun Tun
Album: Baap Numbri Beta Dus Numbri (1990)
Singer: Amit Kumar
Musician: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Jackie Shroff, Farha, Kader Khan etc.

Tun Tuna Tun Tun Lyrics

Tun tuna tun tun tuna tun taana
Tun tuna tun tun tuna tun taana

Aye narangi mausambi kuchh bhi pila
Soda nahi to thoda paani pila
Narangi mausambi kuchh bhi pila
Soda nahi to thoda paani pila
Yoon hi ladkhadaye hosh mein na aaye
Hosh mein na aaye mujhe itni pila

Tun tuna tun tun tuna tun tana
Tun tuna tun tun tuna tun tana

Isko nasha hai ameeri ka
Usko nasha hai gareebi ka
Saara zamana sharabi hai
Peene mein phir kya kharabi hai

Yahan nahi haan haan wahan nahi
Yahan nahi wahan nahi
Peene wale kahan nahi
Duniya sarabiiyon ka kaafila
Narangi mausambi kuchh bhi pila
Soda nahi to thoda paani pila

Tun tuna tun tun tuna tun tana
Tun tuna tun tun tuna tun tana

Hum to piyenge pilayenge
Khushiyon ka din hai manayenge
Nachenge jhoomenge gaayenge
Hum saare gham bhool jayenge

Hum piyein haan haan tum piyo
Hum piyein tum piyo
Yeh piye woh piye
Chalta rahe yoon hi silsila

Narangi mausambi kuchh bhi pila
Soda nahi to thoda paani pila
Yoon hi ladkhadaye hosh mein na aaye
Hosh mein na aaye mujhe itni pila

Tun tuna tun tun tuna tun tana
Tun tuna tun tun tuna tun tana