Baap Numbri Beta Dus Numbri Lyrics - Baap Numbri Beta Dus Numbri


Baap Numbri Beta Dus Numbri Lyrics from Baap Numbri Beta Dus Numbri is Hindi song sung by Amit Kumar, Mohammed Aziz and music is given by Nadeem-Shravan. Baap Numbri Beta Dus Numbri song lyrics are written by Sameer. Baap Numbri Beta Dus Numbri is a 1990 Hindi movie starring Jackie Shroff, Farha and Kader Khan.

Baap Numbri Beta Dus Numbri Lyrics - Baap Numbri Beta Dus Numbri

Baap Numbri Beta Dus Numbri Song Detail


Song: Baap Numbri Beta Dus Numbri
Album: Baap Numbri Beta Dus Numbri (1990)
Singer: Amit Kumar, Mohammed Aziz
Musician: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Jackie Shroff, Farha, Kader Khan etc.

Baap Numbri Beta Dus Numbri Lyrics

Duniya hamare peechhe hum aage aage
Sab ki nigahon ko dhokha deke bhaage
Kaun hai yahan jo mere saamne aaye
Kismein hain dum jo mujhse takraye

Ke main hoon beta yeh hain baap
Dhyan lagakar suniye aap
Ke main hoon beta yeh hain baap
Dhyan lagakar suniye aap

Joothi nahi hai baat yeh
Baat hai bikaul khari

Baap numbri to beta dus numbri
Baap numbri beta dus numbri
Baap numbri to beta dus numbri
Baap numbri beta dus numbri

Baaje walon band bajao
Nachein hum baraati
Ho baaje walon band bajao
Nachein hum baraati

Apne yaara nu
Milne wala hai jeevan sathi
Maal lutayenge
Yaara di shadi hai rang jamayenge

Main Punjab se peekar aaya
Yaar jaam da paani
Puttar to puttar hai
Bapu par hai chadhi jawani
Mauj manayenge
Khayenge piyenge phir hum
Phir hum phir hum jayenge
Chal puttar oye chal bapu

Baap numbri to beta dus numbri
Baap numbri beta dus numbri

Oye kya mastani raat hai
Kya mastani raat hai
Husno jawani sath hai
Poochho na kya baat hai
Daulat ki barsaat hai

Ja ja ja tu apna kaam kar
Na baba na na hairan kar
Ja ja ja tu kaam tamaam kar
Na baba na na pareshan kar
Oye kya mastani raat hai

Baap numbri to beta dus numbri
Baap numbri beta dus numbri

Har chahne wale ko salaam hai hamara
Har chahne wale ko salaam hai hamara
Har chahne wale ko salaam hai hamara
Mehfil mein sabke hothon pe naam hai hamara
Har chahne wale ko salaam hai hamara

Hamara naam leke log aahein bharte hain
Hamare rubaru aane se log darte hain
Rooh bhi kaanp jaaye aisi jhankar hain hum
Zamana har jaaye aise fankaar hain hum
Hamari murgiyon se log thartharate hain

Taan hum lete hain to aa
Taan hum lete hain to log bhaag jaate hain
Hum hain aandhi hum hain tufaan
Hum hain khanjar hum Sikandar
Hum hain shola hum sharara
Hum tehalka hum tabaahi
Hum to hain ser hum sawa ser
Tu hai geedad tu hai leechad
Tu hain kauva tu kabootar
Tu hai bandar tu chhchhundar
Tu hai baigan tu hai gobhi
Tu hai naayi tu hai dhobhi

Samne aa ja re tu ja
Samne aa ja re tu ja
Kaun hain aap kaun hain aap
Hum tere baap hum tere baap
Hum tere baap hum tere baap

Baap numbri to beta dus numbri
Baap numbri beta dus numbri