Tum Mano Ya Na Mano Lyrics - Khuddar


Tum Mano Ya Na Mano Lyrics from Khuddar is Hindi song sung by Alka Yagnik, Kumar Sanu and music is given by Anu Malik. Tum Mano Ya Na Mano song lyrics are written by Rahat Indori. Khuddar is a 1994 Hindi movie starring Govinda, Karishma Kapoor and Kader Khan.

Tum Mano Ya Na Mano Lyrics - Khuddar

Tum Mano Ya Na Mano Song Detail


Song: Tum Mano Ya Na Mano
Album: Khuddar (1994)
Singer: Alka Yagnik, Kumar Sanu
Musician: Anu Malik
Lyricist: Rahat Indori
Star Cast: Govinda, Karishma Kapoor, Kader Khan etc.

Tum Mano Ya Na Mano Lyrics

Sohni ko Mahiwal ki
Heer ko Ranjhe ki
Shirin ko Farhad ki
Laila ko Majnu ki
Sabko kisi ki zarurat hai

Tum mano ya na mano
Par pyaar insan ki zarurat hai
Tum mano ya na mano
Par pyaar insan ki zarurat hai
Dil laga ke dekho dil laga ke dekho

Zindagi kitni khoobsurat hai

Tum mano ya na mano
Par pyaar insan ki zarurat hai
Tum mano ya na mano
Par pyaar insan ki zarurat hai
Dil laga ke dekho dil laga ke dekho
Zindagi kitni khoobsurat hai

Tum mano ya na mano
Par pyaar insan ki zarurat hai

Rang veeran the phool bejaan the
Pyaar jab tak na tha hum pareshan the
Rang veeran the

Baadlon mein bhi hai sagaron mein bhi hai
Phool mein hi nahi pathron mein bhi hai
Phool mein hi nahi pathron mein bhi hai
Sabke dil mein sabki nazar mein
Sabke dil mein sabki nazar mein
Kisi na kisi ki chahat hai

Dil laga ke dekho dil laga ke dekho
Zindagi kitni khoobsurat hai
Tum mano ya na mano
Par pyaar insan ki zarurat hai

Zindagi ka pata pyaar hi se mila
Pyaar hi hai khuda pyaar hi devta
Zindagi ka pata

Pyaar ke rang le dil ki tasveer se
Apni kismat badal meri takdeer se
Apni kismat badal meri takdeer se
Sath jiske chahne wala
Sath jiske chahne wala
Kismat usi ki kismat hai

Dil laga ke dekho dil laga ke dekho
Zindagi kitni khoobsurat hai
Tum mano ya na mano
Par pyaar insan ki zarurat hai

Dil laga ke dekho dil laga ke dekho
Zindagi kitni khoobsurat hai
Tum mano ya na mano
Par pyaar insan ki zarurat hai

Sohni ko Mahiwal ki
Heer ko Ranjhe ki
Shirin ko Farhad ki
Laila ko Majnu ki
Sabko kisi ki zarurat hai