Raat Kya Mange Ek Sitara Lyrics - Khuddar


Raat Kya Mange Ek Sitara Lyrics from Khuddar is Hindi song sung by Alka Yagnik and music is given by Anu Malik. Raat Kya Mange Ek Sitara song lyrics are written by Dev Kohli. Khuddar is a 1994 Hindi movie starring Govinda, Karishma Kapoor and Kader Khan.

Raat Kya Mange Ek Sitara Lyrics - Khuddar

Raat Kya Mange Ek Sitara Song Detail


Song: Raat Kya Mange Ek Sitara
Album: Khuddar (1994)
Singer: Alka Yagnik
Musician: Anu Malik
Lyricist: Dev Kohli
Star Cast: Govinda, Karishma Kapoor, Kader Khan etc.

Raat Kya Mange Ek Sitara Lyrics

Raat kya mange ek sitara
Lehar kya mange ek kinara
Dharti mange chhaon gagan ki
Baati mange jyot aagan ki
Maa apne munne ka sahara

Raat kya mange ek sitara
Lehar kya mange ek kinara
Dharti mange chhaon gagan ki
Baati mange jyot aagan ki
Maa apne munne ka sahara

Raat kya mange ek sitara
Lehar kya mange ek kinara

Laal mere jab bhi leti hoon
Main baahon mein tujhko
Aisa lagta hai phoolom ne
Jaise chhua hai mujhko
Anchal mein hasne lagta hai
Anchal mein hasne lagta hai
Mere mausam saara

Raat kya mange ek sitara
Lehar kya mange ek kinara

Woh din jab raahon mein chalungi Hath pakad ke tera
Us din sach much apna lagega
Mujhko jeevan mera
Teri aankhon se dekhungi
Teri aankhon se dekhungi
Manzil ka ujiyara

Raat kya mange ek sitara
Lehar kya mange ek kinara

Jhoom uthega dil mera
Jab daud ke tu aayega
Maa keh kar chhaati se meri
Jab tu lag jayega
Hat jayega raah se meri
Hat jayega raah se
Meri barson ka andhiyara

Raat kya mange ek sitara
Lehar kya mange ek kinara
Dharti mange chhaon gagan ki
Baati mange jyot aagan ki
Maa apne munne ka sahara

Raat kya mange ek sitara
Lehar kya mange ek kinara
Raat kya mange ek sitara
Lehar kya mange ek kinara