Tere Bina Jiya Jaye Na Lyrics - Ghar


Tere Bina Jiya Jaye Na Lyrics from Ghar is sung by Lata Mangeshkar. Tere Bina Jiya Jaye Na song lyrics are written by Gulzar while its music is given by R D Burman. Ghar is a 1978 Hindi movie starring Vinod Mehra and Rekha.

Tere Bina Jiya Jaye Na Lyrics - Ghar

Tere Bina Jiya Jaye Na Song Detail


Song: Tere Bina Jiya Jaye Na
Album: Ghar (1978)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: R D Burman
Lyricist: Gulzar
Star Cast: Vinod Mehra, Rekha etc.

Tere Bina Jiya Jaye Na Lyrics

Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na

Bin tere, tere bin saajna
Saans mein saans aaye na ho

Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na
Bin tere, tere bin saajna
Saans mein saans aaye na ho

Tere bina jiya jaye na

Jab bhi khayalon mein tu aaye
Mere badan se khushbu aaye

Jab bhi khayalon mein tu aaye
Mere badan se khushbu aaye
Mahke badan mein raha na jaye
Raha jaye na

Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na
Bin tere, tere bin saajna
Saans mein saans aaye na ho
Tere bina jiya jaye na Tere bina jiya jaye na

Reshmi raatein roz na hongi
Yeh saugatein roz na hongi
Reshmi raatein roz na hongi
Yeh saugatein roz na hongi
Zindagi tujh bin raas na aaye
Raas aaye na

Tere bina jiya jaye na
Tere bina jiya jaye na
Bin tere, tere bin saajna
Saans mein saans aaye na ho
Tere bina jiya jaye na

More Lyrics From Ghar