Aap Ki Aankhon Mein Kuch Lyrics - Ghar
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Lyrics from Ghar is sung by Kishore Kumar and Lata Mangeshkar. Aapki Aankhon Mein Kuch song lyrics are written by Gulzar while its music is given by R D Burman. Ghar is a 1978 Hindi movie starring Vinod Mehra and Rekha.
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Lyrics
Aap ki aankhon mein kuch
Mehke huye se raaz hain
Aap ki aankhon mein kuch
Mehke huye se raaz hain
Aapse bhi khoobsurat aapke andaz hain
Aap ki aankhon mein kuch
Mehke huye se raaz hain
Lab hilein to mogre ke
Phool khilte hain kahin
Lab hilein to mogre ke
Phool khilte hain kahin
Aapki aankhon mein kya
Saahil bhi milte hain kahin
Aapki khamoshiyan bhi aapki awaz hain
Aap ki aankhon mein kuch
Mehke huye se raaz hain
Aapse bhi khoobsurat aapke andaz hain
Aap ki aankhon mein kuch
Mehke huye se raaz hain
Aapki baaton mein phir
Koyi shararat to nahi
Aapki baaton mein phir
Koyi shararat to nahi
Bewajah tareef karna
Aapki aadat to nahi
Aapki badmashiyon ke
Yeh naye andaaz hain
Aap ki aankhon mein kuch
Mehke huye se raaz hain
Ho aapse bhi khoobsurat aapke andaz hain
Aap ki aankhon mein kuch
Mehke huye se raaz hain
Aap Ki Aankhon Mein Kuch Song Detail
Song: Aap Ki Aankhon Mein Kuch
Album: Ghar (1978)
Singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
Musician: R D Burman
Lyricist: Gulzar
Star Cast: Vinod Mehra, Rekha etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana