Taqat Watan Ki Humse Hai Lyrics - Prem Pujari


Taqat Watan Ki Humse Hai Lyrics from Prem Pujari is Hindi song sung by Mohammed Rafi, Manna Dey and music is given by Sachin Dev Burman. Taqat Watan Ki Humse Hai song lyrics are written by Neeraj. Prem Pujari is a 1970 Hindi movie starring Dev Anand, Waheeda Rehman and Zahida.

Taqat Watan Ki Humse Hai Lyrics - Prem Pujari

Taqat Watan Ki Humse Hai Song Detail


Song: Taqat Watan Ki Humse Hai
Album: Prem Pujari (1970)
Singer: Mohammed Rafi, Manna Dey
Musician: Sachin Dev Burman
Lyricist: Neeraj
Star Cast: Dev Anand, Waheeda Rehman, Zahida etc.

Taqat Watan Ki Humse Hai Lyrics

Taqat watan ki tumse hai
Himmat watan ki tumse hai
Izzat watan ki tumse hai
Insan ke hum rakhwale

Taqat watan ki humse hai
Himmat watan ki humse hai
Izzat watan ki humse hai
Insan ke hum rakhwale

Pehredar Himalaya ke hum
Jhonke hain toofan ke

Sunkar garaj hamari seene
Phat jaate chattan ke

Aaha ha aa aa ha
Pehredar Himalaya ke hum
Jhonke hain toofan ke
Sunkar garaj hamari seene
Phat jaate chattan ke
Aaha haha haha haha ha

Taaqat watan ki humse hai
Himmat watan ki humse hai
Izzat watan ki humse hai
Insan ke hum rakhwale

Aaha haha haha haha ha
Seena hai faulad ka apna
Phoolon jaisa dil hai
Tann mein vindhyachal ka bal hai
Mann mein Taj Mahal hai

Aaha aa ha ha ha
Seena hai faulad ka apna
Phoolon jaisa dil hai
Tann mein vindhyachal ka bal hai
Mann mein Taj Mahal hai
Aaha haha haha haha ha

Taaqat watan ki humse hai
Himmat watan ki humse hai
Izzat watan ki humse hai
Insan ke hum rakhwale

Aa haha ha haha ha haha ha
Aa haha ha haha ha

La la lala la
Dekar apna khoon senchte
Desh ki hum phulwari
Bansi se bandook banate
Hum woh prem pujari

Aaha ha ha haha ha
Dekar apna khoon senchte
Desh ki hum phulwari
Bansi se bandook banate
Hum woh prem pujari
Aaha haha haha haha ha

Taaqat watan ki humse hai
Himmat watan ki humse hai
Izzat watan ki humse hai
Insan ke hum rakhwale

Taaqat watan ki humse hai
Himmat watan ki humse hai
Izzat watan ki humse hai
Insan ke hum rakhwale

Aakar humko kasam de gayi
Rakhi kisi behan ki
Denge apna sheesh
Na denge mitti magar watan ki
Aa haha ha haha ha

Aakar humko kasam de gayi
Rakhi kisi behan ki
Denge apna sheesh
Na denge mitti magar watan ki
Aaha haha haha haha ha

Taqat watan ki humse hai
Himmat watan ki humse hai
Izzat watan ki humse hai
Insan ke hum rakhwale

Khatre mein ho desh arre tab
Ladna sirf dharam hai
Parwah hai kya cheez aadmi
Leta naya janam hai
Aa haha ha haha ha

Khatre mein ho desh arre tab
Ladna sirf dharam hai
Parwah hai kya cheez aadmi
Leta naya janam hai

Aa haha haha haha ha
Aa haha haha haha ha
Aa aa aa aa aa aa aa
Aa aa aa aa aa aa aa

Ek jaan hai ek pran hai
Saara desh hamara
Sadiyan chal kar thaki ruki
Par kabhi na Ganga dhara
Aa haha ha haha ha

Ek jaan hai ek pran hai
Saara desh hamara
Sadiyan chal kar thaki ruki
Par kabhi na Ganga dhara
Aaha haha haha haha ha

Taqat watan ki humse hai
Himmat watan ki humse hai
Izzat watan ki humse hai
Insan ke hum rakhwale

Taqat watan ki humse hai
Himmat watan ki humse hai
Izzat watan ki humse hai
Insan ke hum rakhwale