Surili Akhiyon Wale Lyrics - Veer (2010)




Surili Akhiyon Wale Lyrics of Veer (2010) is penned by Gulzar, it's composed by Sajid-Wajid and sung by Rahat Fateh Ali Khan and Suzzanne Dmello.

Surili Akhiyon Wale Lyrics

Surili akhiyon wale suna hai teri akhiyon se
Behti hain neendein aur neendon mein sapne
Kabhi to kinare pe, utar mere sapnon se
Aaja zameen pe aur mil ja kaheen pe
Mil ja kaheen... O...
Mil ja kaheen, samay se pare
Samay se pare, mil ja kaheen
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sun

Surili akhiyon wale suna hai teri akhiyon se

Jaane tu kahan hai, udti hawa pe
Tere pairon ke nishan dekhe
Jaane tu kahan hai, udti hawa pe
Tere pairon ke nishan dekhe
Dhoondha hai zameen pe
Chhana hai falak pe
Saare aasman dekhe
Mil ja kaheen, samay se pare
Samay se pare, mil ja kaheen
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sun

Everytime I look into your eyes
I see my paradise
The stars are shining right up in the sky
Fainty words of desire
Can this be real, are you the one for me
You have captured my mind
My heart, my soul no no..
You are the one waiting for

Everytime I look into your eyes
I see my paradise
The stars are shining right up in the sky
Fainty words of desire

Oat mein chhup ke dekh rahe thhe
Chand ke peechhe peechhe thhe
Oat mein chhup ke dekh rahe thhe
Chand ke peechhe peechhe thhe
Sara jahaan dekha, dekha na aakhon mein
Palkon ke neeche thhe

Aa chal kaheen, samay se pare
Samay se pare, chal de kaheen
Tu bhi akhiyon se kabhi meri akhiyon ki sun

Surili akhiyon wale suna hai teri akhiyon se
Surili akhiyon wale suna de zara akhiyon se
Surili akhiyon wale suna de zara akhiyon se

Surili Akhiyon Wale Song Detail


Song: Surili Akhiyon Wale
Album: Veer (2010)
Singer: Rahat Fateh Ali Khan, Suzzanne Dmello
Musician: Sajid-Wajid
Lyricist: Gulzar