Meherbaniyan Lyrics - Veer (2010)




Meherbaniyan Lyrics from Veer: This is a very well sung song by Sonu Nigam with nicely composed music by Sajid-Wajid. Lyrics of Meherbaniyan are beautifully penned by Gulzar.

Meherbaniyan Lyrics

Kitne rang aate jaate hain
Aapke do rukhsaron par

Arre kitne rang aate jaate hain
Aapke do rukhsaron par
Ek hayaa ka rang gulabi
Dhoop chadhi kohsaron par
Kitne rang aate jaate hain
Aapke do rukhsaron par
Arre ek adaa masoom hai
Har ek adaa meherban
Meherbaniyan haaye meherbaniyan
Aji meherbaniyan badi meherbaniyan
Meherbaniyan haaye meherbaniyan
Aji meherbaniyan badi meherbaniyan

Raat ki baat hai
Baat hai mere khwaab ki
Aadhi raat ko haan
Zara zara sa halka, zara zara chhalka
Aasman pe raat ko
Aap the ya poora chaand tha
Aadhi raat ko haan
Zara zara sa halka, zara zara chhalka


Arre kitne rang aate jaate hain
Aapke do rukhsaron par
Arre ek adaa masoom hai
Har ek adaa meherban
Meherbaniyan haaye meherbaniyan
Aji meherbaniyan badi meherbaniyan
Meherbaniyan haaye meherbaniyan
Aji meherbaniyan badi meherbaniyan

Kisko hosh hai, hosh hai kisko ishq mein
Dil madhosh hai
Re pade aankh kahin re pade paanv kahin
Madhoshi mein hosh hai
Aap hain mere saamne
Arre mujhko thaam lo zara
Re pade aankh kahin re pade paanv kahin

Arre kitne rang aate jaate hain
Aapke do rukhsaron par
Arre ek adaa masoom hai
Har ek adaa meherban
Meherbaniyan haaye meherbaniyan
Aji meherbaniyan badi meherbaniyan
Meherbaniyan haaye meherbaniyan
Aji meherbaniyan badi meherbaniyan...

Meherbaniyan Song Detail


Song: Meherbaniyan
Album: Veer (2010)
Singer: Sonu Nigam
Musician: Sajid-Wajid
Lyricist: Gulzar