Shaam Hai Dhuan Dhuan Lyrics - Diljale


Shaam Hai Dhuan Dhuan Lyrics from Diljale is Hindi song in the voices of Ajay Devgn, Poornima. Shaam Hai Dhuan Dhuan song lyrics are written by Javed Akhtar, its music is given by Anu Malik. Diljale is a 1996 Hindi movie starring Ajay Devgn, Madhoo and Sonali Bendre.

Shaam Hai Dhuan Dhuan Lyrics - Diljale

Shaam Hai Dhuan Dhuan Song Detail


Song: Shaam Hai Dhuan Dhuan
Album: Diljale (1996)
Singer: Ajay Devgn, Poornima
Musician: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Ajay Devgn, Madhoo, Sonali Bendre etc.

Shaam Hai Dhuan Dhuan Lyrics

Shaam hai dhuan dhuan
Shaam hai dhuan dhuan
Ho shaam hai dhuan dhuan
Jism ka ruan ruan
Uljhi uljhi saanson se
Behki behki dhadkan se
Keh raha hai aarzu ki dastaan

Ho shaam hai dhuan dhuan
Shaam hai dhuan dhuan

Aarzu jhooth hai kahaani hai

Aarzu ka fareb khana nahi
Khush jo rehna ho zindagi mein tumhein
Dil kisi se kabhi lagana nahi

Mere dil pe jo likha hai
Woh tumhara naam hai
Meri har nazar mein jaana
Tumko salaam hai

Mujhko tumse pyar hai
Mujhko tumse pyar hai
Mujhko tumse pyar hai
Pyar hai pyar hai

Goonjte hain mere pyar se Yeh zameen aasmaan
Ho shaam hai dhuan dhuan
Haaye shaam hai dhuan dhuan

Kyun banati ho tum ret ke yeh mehal
Jinko ek roz khudi mitaogi tum
Aaj kehti ho is diljale se pyar hai tumhein
Kal mera naam tak bhool jaogi tum

Tumhein kyun yakeen nahi hai
Ke main pyar mein hoon gumm
Ho mere khwabon mein tumhi ho
Mere dil mein tumhi tum

Mujhko tumse pyar hai
Mujhko tumse pyar hai
Mujhko tumse pyar hai
Haan pyar hai pyar hai
Pyar mein nisar ho gaye
Mere jism aur jaan

Shaam hai dhuan dhuan
Jism ka ruan ruan
Uljhi uljhi saanson se
Behki behki dhadkan se
Keh raha hai aarzu ki dastaan

Ho shaam hai dhuan dhuan
Shaam hai dhuan dhuan

Ek pal mein jo aakar guzar jata hai
Yeh hawa ka woh jhonka hai aur kuchh nahi
Pyar kehti hai yeh saari duniya jise
Ek rangeen dhokha hai aur kuchh nahi