Sawan Ka Mahina Aaya Hai Lyrics - Ayee Milan Ki Bela


Sawan Ka Mahina Aaya Hai Lyrics from Ayee Milan Ki Bela: Sawan Ka Mahina Aaya Hai is a beautiful hindi song from 1964 bollywood film Ayee Milan Ki Bela. This song is composed by Anand Milind. Udit Narayan and Anuradha Paudwal has sung this song. Its lyrics are written by Sameer. We also have 'Sawan Ka Mahina Aaya Hai Video' for you. Ayee Milan Ki Bela is a 1964 Hindi movie starring Rajendra Kumar, Saira Banu and Dharmendra.

Sawan Ka Mahina Aaya Hai Lyrics - Ayee Milan Ki Bela

Sawan Ka Mahina Aaya Hai Song Detail


Song: Sawan Ka Mahina Aaya Hai
Album: Ayee Milan Ki Bela (1964)
Singer: Udit Narayan, Anuradha Paudwal
Musician: Anand Milind
Lyricist: Sameer
Star Cast: Rajendra Kumar, Saira Banu, Dharmendra etc.

Sawan Ka Mahina Aaya Hai Lyrics

Sawan ka mahina aaya hai
Ghata se barsa hai paani
Ve mahiya bujha de
Pyaas jiya di ho

Sawan ka mahina aaya hai
Ghata se barsa hai paani
Ve mahiya bujha de
Pyaas jiya di ho

Aise mein toone jo chhua
Meri bhi behki jawani

Ve mahiya bujha de
Aag jiya di ho

Tere husno shabab ki baat huyi
Ya madira ki barsaat huyi
Ya madira ki barsaat huyi
Mausam bhi sharabi lagta hai
Mujhe bhi chadheya nasha ve
Oye mahiya bujha de
Pyaas jiya di ho

Aise mein toone jo chhua
Meri bhi behki jawani
Ve mahiya bujha de Aag jiya di ho

Koyi zor na dil pe chalta hai
Baarish mein badan mera jalta hai
Baarish mein badan mera jalta hai
Boondon mein chhupi hai chingari
Hawa bhi suiyan chubhaye
Ve mahiya bujha de
Aag jiya di ho

Sawan ka mahina aaya hai
Ghata se barsa hai paani
Ve mahiya bujha de
Pyaas jiya di ho

Hum milte rahe hain janam janam
Na honge juda hum milke sanam
Na honge juda hum milke sanam
Aa ek dooje mein kho jayein
Rahe na koyi bhi doori
Ve mahiya bujha de
Aag jiya di ho

Sawan ka mahina aaya hai
Ghata se barsa hai paani
Ve mahiya bujha de
Pyaas jiya di ho