Sabse Hum Door Hue Lyrics - Kal Ki Awaz




Sabse Hum Door Hue Lyrics of Kal Ki Awaz (1992): This is a lovely song from Kal Ki Awaz starring Dharmendra, Amrita Singh, Raj Babbar and Priti. It is sung by Kumar Sanu and Sadhana Sargam and composed by Nadeem and Shravan. Kal Ki Awaz is a 1992 Hindi movie starring Dharmendra, Amrita Singh and Raj Babbar.

Sabse Hum Door Hue Lyrics

Sabse hum door hue tumse milne ke baad
Sabse hum door huye tumse milne ke baad
Ishq mein choor hue tumse milne ke baad

Sabse hum door hue tumse milne ke baad
Sabse hum door huye tumse milne ke baad
Kitne maghroor hue tumse milne ke baad
Sabse hum door hue tumse milne ke baad

Pehle to na lagti thi yeh duniya itni pyari
Pehle to kabhi bhi na thi aisi beqaraari
Halka halka dard hai koi, halka sa nasha
Aise alam mein bhi mujhko aata hai maza
Zakhm nasoor hue tumse milne ke baad
Sabse hum door hue tumse milne ke baad
Sabse hum door huye tumse milne ke baad

Imtehan mohabbat mein
Main bhi kabhi loonga
Ishq mein tere dilbar apni jaan doonga
Tu jo keh de to main chhodoon
Yeh saara jahan
Jeena kya marna bhi mushkil
Hai ab tere bina
Kitne majboor hue tumse milne ke baad
Sabse hum door hue tumse milne ke baad
Sabse hum door huye tumse milne ke baad

Aaja paas aaja tujhe seene se laga loon
Barson ki betaabiyon ko aaj main mita doon
Ter chahat mere dil mein
Hai ab subah-o-shaam
Mere honthon pe to hai ab bas ik tera naam
Kitne masrror hue tumse milne ke baad
Sabse hum door hue tumse milne ke baad
Sabse hum door huye tumse milne ke baad
Ishq mein choor hue tumse milne ke baad
Sabse hum door hue tumse milne ke baad
Sabse hum door hue tumse milne ke baad
Kitne maghroor hue tumse milne ke baad




Sabse Hum Door Hue Song Detail


Song: Sabse Hum Door Hue
Album: Kal Ki Awaz (1992)
Singer: Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Dharmendra, Amrita Singh, Raj Babbar etc.