Aaj Raat Chandni Hai Lyrics - Kal Ki Awaz
Aaj Raat Chandni Hai Lyrics of Kal Ki Awaz (1992) is penned by Sameer, it's composed by Nadeem and Shravan and sung by Kumar Sanu, Sadhana Sargam and Alka Yagnik. Kal Ki Awaz is a 1992 Hindi movie starring Dharmendra, Amrita Singh and Raj Babbar.
Aaj Raat Chandni Hai Lyrics
Aaj raat chandni hai aur tum mere sath ho
Aaj raat chandni hai aur tum mere sath ho
Bas yeh dua hai meri aisi har ik raat ho
Aaj raat chandni hai aur tum mere sath ho
Bas yeh dua hai meri aisi har ik raat ho
Khushiyan tere choomein kadam
Aane na du main kabhi tujhpe gham
Khushiyan tere choomein kadam
Aane na du main kabhi tujhpe gham
Yeh muskurahat kabhi ho na kam
Khwaabon ki ragini saje, taaron ki baraat ho
Bas yeh dua hai meri aisi har ik raat ho
Papa mera meri shaan hai
Tujhme basi meri jaan hai
Papa mera meri shaan hai
Tujhme basi meri jaan hai
Mera to bas yehi armaan hai
Ke chhoote na daaman kabhi
Haathon mein yeh hath ho
Bas yeh dua hai meri aisi har ik raat ho
Karti rahoon tujhse hi pyaar
Mamta ki tujhpe lutaoon bahaar
Karti rahoon tujhse hi pyaar
Mamta ki tujhpe lutaoon bahaar
Is ghar pe kar du dil-o-jaan nisar
Honthon pe mere sada dilbar teri baat ho
Bas yeh dua hai meri aisi har ik raat ho
Aaj raat chandni hai aur tum mere sath ho
Bas yeh dua hai meri aisi har ik raat ho
Aaj raat chandni hai aur tum mere sath ho
Aaj Raat Chandni Hai Song Detail
Song: Aaj Raat Chandni Hai
Album: Kal Ki Awaz (1992)
Singer: Kumar Sanu, Sadhana Sargam, Alka Yagnik
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Dharmendra, Amrita Singh, Raj Babbar etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana