Raat Ki Hatheli Par Lyrics - Refugee
Raat Ki Hatheli Par Lyrics from Refugee is Hindi song sung by Udit Narayan and music is given by Anu Malik. Raat Ki Hatheli Par song lyrics are written by Javed Akhtar. Refugee is a 2000 Hindi movie starring Jackie Shroff, Suniel Shetty and Anupam Kher.
Raat Ki Hatheli Par Lyrics
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Uski narm kirno mein
Tumko dekhta hoon to
Dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Tum kahan se aayi ho
Kis nagar ko jaogi
Tum kahan se aayi ho
Kis nagar ko jaogi
Sochta hoon main hairan
Chand jaisa yeh chehra
Raat jaisi yeh zulfein
Hain jagaye sau armaan
Ik nasha sa aankhon mein
Dheere dheere chhata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Uski narm kirno mein
Tumko dekhta hoon to
Dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Meri is tanhayi mein
Mere is veerane mein
Meri is tanhayi mein
Mere is veerane mein
Rang leke tum aayi
Phir bhi sochta hoon main
Kya yahan tum sach much ho
Ya ho sirf parchhayi
Khwaab jaise banta hai
Aur toot jaata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Uski narm kirno mein
Tumko dekhta hoon to
Dil dhadak sa jaata hai
Dil dhadak sa jaata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Raat ki hatheli par
Chand jagmagata hai
Raat Ki Hatheli Par Song Detail
Song: Raat Ki Hatheli Par
Album: Refugee (2000)
Singer: Udit Narayan
Musician: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Jackie Shroff, Suniel Shetty, Anupam Kher etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana