Aisa Lagta Hai Lyrics - Refugee
Aisa Lagta Hai Lyrics from Refugee is Hindi song sung by Alka Yagnik, Sonu Nigam and music is given by Anu Malik. Aisa Lagta Hai song lyrics are written by Javed Akhtar. Refugee is a 2000 Hindi movie starring Jackie Shroff, Suniel Shetty and Anupam Kher.
Aisa Lagta Hai Lyrics
Ho aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai
Ab dil mera khone ko hai
Warna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neendein meri kyun udd jaati
Aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Ho aisa lagta hai
Ab dil mera khone ko hai
Warna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neendein meri kyun udd jaati
Ho aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Koyi chehra nigahon pe chhane laga
Koyi ab roz khwabon mein aane laga
Aayi rut jo nayi jaage armaan kayi
Mausam koyi ghazal jaise gaane laga
Ho aisa lagta hai
Jaise nasha hone ko hai
Ho aisa lagta hai
Hosh mera khone ko hai
Warna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neendein meri kyun udd jaati
Ho aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Mehki mehki fiza ne li angdaiyan
Neeli neeli hain baadal ki parchhaiyan
Thandi thandi hawa laayi raag naya
Goonji goonji si hain jaise shehnaiyan
Ho aisa lagta hai
Koyi mera hone ko hai
Aisa lagta hai
Har fasla khone ko hai
Warna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neendein meri kyun udd jaati
Ho aisa lagta hai
Jo na hua hone ko hai
Aisa lagta hai
Ab dil mera khone ko hai
Warna dil kyun dhadakta
Saansein kyun rukti
Neendein meri kyun udd jaati
Aisa Lagta Hai Song Detail
Song: Aisa Lagta Hai
Album: Refugee (2000)
Singer: Alka Yagnik, Sonu Nigam
Musician: Anu Malik
Lyricist: Javed Akhtar
Star Cast: Jackie Shroff, Suniel Shetty, Anupam Kher etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana