Pyar Ka Tohfa Tera Lyrics - Title Song


Pyar Ka Tohfa Tera Lyrics from Tohfa (Title Song) is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, Kishore Kumar. Pyar Ka Tohfa Tera song lyrics are written by Indeevar, its music is given by Bappi Lahiri. Tohfa is a 1984 Hindi movie starring Jeetendra, Jaya Prada and Sridevi.

Pyar Ka Tohfa Tera Lyrics - Title Song

Pyar Ka Tohfa Tera Song Detail


Song: Pyar Ka Tohfa Tera
Album: Tohfa (1984)
Singer: Asha Bhosle, Kishore Kumar
Musician: Bappi Lahiri
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Jeetendra, Jaya Prada, Sridevi etc.

Pyar Ka Tohfa Tera Lyrics

Tohfa tohfa tohfa tohfa
Laya laya laya laya
Mere mere mere mere
Dil pe chhaya chhaya
Chhaya chhaya

Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeewan mera
Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeewan mera
Dil ke sahare maine paa liye

Jeene ko aur kya chahiye

Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeewan mera
Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeewan mera
Dil ke sahare maine paa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Tohfa tohfa tohfa tohfa
Laya laya laya laya

Jaan ke bina jaise ho tann
Tere bina main aise sajan
Kastoori sa tera badan Mehki mahki phirti pawan

Ho jaan ke bina jaise ho tann
Tere bina main aise sajan
Kastoori sa tera badan
Mehki mahki phirti pawan
Daude mere mann ka hiran
Chhoone ko yauvan tera ta ta ta

Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeewan mera
Dil ke sahare maine paa liye
Jeene ko aur kya chahiye

Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeewan mera
Dil ke sahare maine paa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Tohfa tohfa tohfa tohfa
Laya laya laya laya

Tohfa to bas ek naam hai
Dil ka mere paigham hai
Saari nahi tera pyar hai
Suhagan ka ye singaar hai

Tohfa to bas ek naam hai
Dil ka mere paigham hai
Saari nahi tera pyar hai
Suhagan ka ye singaar hai
Resham ke roop mein tann se mere
Lipata hua mann tera ta ta ta

Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeewan mera
Dil ke sahare maine paa liye
Jeene ko aur kya chahiye

Pyar ka tohfa tera
Bana hai jeewan mera
Dil ke sahare maine paa liye
Jeene ko aur kya chahiye
Tohfa tohfa tohfa tohfa
Laya laya laya laya
Tohfa tohfa tohfa tohfa
Laya laya laya laya