O Milan Maujon Se Maujon Ka Lyrics - Tohfa


O Milan Maujon Se Maujon Ka Lyrics from Tohfa is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, S P Balasubrahmanyam. O Milan Maujon Se Maujon Ka song lyrics are written by Indeevar, its music is given by Bappi Lahiri. Tohfa is a 1984 Hindi movie starring Jeetendra, Jaya Prada and Sridevi.

O Milan Maujon Se Maujon Ka Lyrics - Tohfa

O Milan Maujon Se Maujon Ka Song Detail


Song: O Milan Maujon Se Maujon Ka
Album: Tohfa (1984)
Singer: Asha Bhosle, S. P. Balasubrahmanyam
Musician: Bappi Lahiri
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Jeetendra, Jaya Prada, Sridevi etc.

O Milan Maujon Se Maujon Ka Lyrics

O milan maujon se maujon ka
Sangam baadal se baadal ka
Sadiyon ka pyar pal bhar mein kar lo
Pata nahi kal ka aa

O milan maujon se maujon ka

Pyasa chahe piye na paani
Nadiya utar jayegi
Phoolon ko koyi tode na tode
Khushbu bikhar jayegi

Kudrat ki saughatein

Saare jahaan ke liye
Chahat ki barsaatein
Jismon jaan ke liye
Sadiyon ka pyar pal bhar mein kar lo
Pata nahi kal ka aa

O milan maujon se maujon ka

Taakat kahan hai itni hawa mein
Titli gulon se udaa le
Toofaano se rukte nahi hain
Pyar ke hain yeh iraade

Chhedi hai rituon ne
Khushiyon ki shehnaiyan Apne hi dil mein kyun
Bolo yeh tanhaiyan
Sadiyon ka pyar pal bhar mein kar lo
Pata nahi kal ka aa

O milan maujon se maujon ka
Sangam baadal se baadal ka