PIYA KE BAZAAR MEIN LYRICS - Humshakals (2014)
Piya Ke Bazaar Mein Lyrics from the movie Humshakals is sung by Himesh Reshammiya, Shalmali Kholgade and Palak Muchhal, its music is composed by Himesh Reshammiya and lyrics are written by Shabbir Ahmed.

Musician : Himesh Reshammiya
Lyricist : Shabbir Ahmed
Piya Ke Bazaar Mein Lyrics
Bye God teri seva karenge
[Ho meri Bullo Rani]
Bye God badi hit rahegi
[Teri meri prem kahaani]
Bye God mere liye tu aaja
[Aaja re, aaja re, aaja re aaja]
Bye God dil tod ke na ja
[Na ja re, na ja re, na ja re, na ja]
Aise kaise de du dil tujhko yaar
Bada mehanga padega
Yeh mera pyaar ja re ja ja..
Aaja aaja, aaja aaja
Piya ke bazaar mein
Aaja aaja, ho aaja aaja
Piya ke bazaar mein
Aaja aaja..
Kyun afsane naye roz tu ijaad kare
Kyun chain-o-sukun tera yahan barbad kare
Mera chain hai tu, sukun bhi tu
Sham hote hi yeh dil teri gali aa chale
Aise kaise de du dil tujhko yaar
Bada mehanga padega
Yeh mera pyaar ja re ja ja..
Aaja aaja.. aaja aaja
Piya ke bazaar mein
Aaja aaja, ho aaja aaja
Piya ke bazaar mein
Aaja aaja..
Scooty se nahi to car se aaja
Saat samundar paar se aaja
Dil yeh pukare tu pyaar se aaja
Aaja re, aaja re aa..