Na Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe Lyrics - Jab Jab Phool Khile


Na Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe Lyrics from Jab Jab Phool Khile is Hindi song in the voices of Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur. Na Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by Anandji Virji Shah and Kalyanji Virji Shah. Jab Jab Phool Khile is a 1965 Hindi movie starring Shashi Kapoor, Nanda and Kamal Kapoor.

Na Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe Lyrics - Jab Jab Phool Khile

Na Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe Song Detail


Song: Na Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe
Album: Jab Jab Phool Khile (1965)
Singer: Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur
Musician: Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Shashi Kapoor, Nanda, Kamal Kapoor etc.

Na Na Karte Pyar Tumhi Se Kar Baithe Lyrics

Na na karte
Na na karte pyar tumhi se kar baithe
Na na karte pyar tumhi se kar baithe
Karna tha inkaar
Magar ikaraar tumhi se kar baithe

Na na karte pyar tumhi se kar baithe
Na na karte pyar tumhi se kar baithe

Dekho ji bhari hai
Hazaron tumnein aahein
Tab kahin humne acha

Tab kahin humne milai hain nigahein
Tumse bhi haseen hain
Tumhara yeh bahana
Tumne hi to humko
Sikhaya dil lagana
Seekha hai dildaar tumhi se pyar
Tumhi se kar baithe

Na na karte aaha
Na na karte pyar tumhi se kar baithe
Karna tha inkaar
Magar ikaraar tumhi se kar baithe
Na na karte pyar tumhi se kar baithe

Humko tha pata jo tumhari dastan thi
Hothon pe to na thi ja jhoothe
Hothon pe to na thi
Magar dil mein haan thi

Koyi dil na dega anadi anjaan ko
Humne de diya hai to mano ehsaan ko
Hum bhoole ik baar
Ke aankhein char tumhi se kar baithe

Na na karte
Na na karte pyar tumhi se kar baithe
Karna tha inkaar
Magar ikaraar tumhi se kar baithe
Na na karte pyar tumhi se kar baithe

Chhodo rahne bhi do
Yeh jhoothe afsane
Aisa kya hai tum mein ja jhoothi
Aisa kya hai tum mein
Ke hum hon deewane

Phir bhi tumne khwaabon mein
Aana nahi chhoda
Teer nazron ke chalana nahi chhoda
Yeh shikwa sarkaar hazaron baar
Tumhi se kar baithe

Na na karte haan
Na na karte pyar tumhi se kar baithe
Karna tha inkaar
Magar ikaraar tumhi se kar baithe
Na na karte pyar tumhi se kar baithe
Na na karte pyar tumhi se kar baithe