More Ghar Aaye Sajanwa Lyrics - Imaandaar


More Ghar Aaye Sajanwa Lyrics from Imaandaar is Hindi song in the voices of Alka Yagnik, Maya Govind, Prakash Mehra, Sadhana Sargam, Suresh Wadkar. More Ghar Aaye Sajanwa song lyrics are written by Prakash Mehra, its music is given by Kalyanji Anandji. Imaandaar is a 1987 Hindi movie starring Sanjay Dutt, Farha and Vikas Anand.

More Ghar Aaye Sajanwa Lyrics - Imaandaar

More Ghar Aaye Sajanwa Song Detail


Song: More Ghar Aaye Sajanwa
Album: Imaandaar (1987)
Singer: Alka Yagnik, Maya Govind, Prakash Mehra, Sadhana Sargam, Suresh Wadkar
Musician: Kalyanji Anandji
Lyricist: Prakash Mehra
Star Cast: Sanjay Dutt, Farha, Vikas Anand etc.

More Ghar Aaye Sajanwa Lyrics

More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa
Daar daar kooke koyaliya
Daar daar kooke koyaliya
Man mayur naache aanganwa

More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Ang ang chhalke madhu madira
Ang ang chhalke o
Ang ang chhalke madhu madira

Chhede chhailwa madir nainwa
Chhede chhailwa madir nainwa
Jhoom jhoom dole re manwa
More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Mitwa mitwa mitwa mitwa
Mitwa tu kahan
Bin meet mera dil soona
Bin preet mera dil soona
Bin meet mera dil soona
Bin preet mera dil soona
Re mitwa tu kahan tu kahan

More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Na koyi humdam na humsafar
Na dilruba na koyi dilbar
Na koi humdam na humsafar
Na dilruba na koi dilbar

Dhoondh rahi hai meri nazar
Dhoondh rahi hai meri nazar
Mil jaaye kahin koyi
Mitwa mitwa mitwa

More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Ho sapna dekhun har pal yahi
Apna mujhko keh de koyi
Ho sapna dekhun har pal yahi
Apna mujhko keh de koyi

Aisa bhi din aaye kabhi
Aisa bhi din aaye kabhi
Mil jaaye kahin koyi
Mitwa mitwa mitwa

More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa
Daar daar kooke koyaliya
Man mayur naache aanganwa

More ghar aaye sajanwa
More ghar aaye sajanwa

Sajanwa
Aaja ghar aaja re mitwa
Aaja ghar aaja re mitwa