Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics - Dil Ka Kya Kasoor
Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics of Dil Ka Kya Kasoor (1992): This is a lovely song from Dil Ka Kya Kasoor starring Prithvi, Divya Bharti, Sanam and Raju Shreshta. It is sung by Kumar Sanu and Asha Bhosle and composed by Nadeem and Shravan. Dil Ka Kya Kasoor is a 1992 Hindi movie starring Prithvi, Divya Bharti and Sanam.
![Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics - Dil Ka Kya Kasoor](https://www.lyricsoff.com/images/large-songs/milne-ki-tum-koshish-karna-5489.jpg)
Milne Ki Tum Koshish Karna Song Detail
Song: Milne Ki Tum Koshish Karna
Album: Dil Ka Kya Kasoor (1992)
Singer: Kumar Sanu, Asha Bhosle
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Madan Pal
Star Cast: Prithvi, Divya Bharti, Sanam etc.
Milne Ki Tum Koshish Karna Lyrics
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Jab bhi tera jee chaahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyaar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabrana
Jab bhi tera jee chaahe
Tu paas mere aa jana
Mera pyaar bas tere liye hai
Tu na kabhi ghabrana
Lekin sapnon mein milne ki
Kabhi na koshish karna
Lekin sapnon mein milne ki
Kabhi na koshish karna
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Sapna to toot jata hai
Hoti hain bedard bahut hi
Is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hain nibhana
Pyaar wafa ki kasmein
Ho hoti hain bedard bahut hi
Is duniya ki rasmein
Mushkil kar deti hain nibhana
Pyaar wafa ki kasmein
Sheeshe jaise armaan lekar
Raahon se na guzrana
Sheeshe jaise armaan lekar
Raahon se na guzrana
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Sheesha to toot jata hai
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Milne ki tum koshish karna
Vaada kabhi na karna
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Vaada to toot jata hai
Recently Added Songs
- Saaton Janam Mein Tere Lyrics - Ajay Devgn, Raveena Tandon
- Mauka Milega to Hum Bata Denge Lyrics - Dilwale
- Jo Tumhe Chahe Usko Satana Lyrics - Dilwale
- Main Benaam Ho Gaya Lyrics - Narendra Chanchal
- Ek Din Hasana Lyrics - Lata Mangeshkar
- Aa Raat Jaati Hai Lyrics - Amitabh Bachchan
- Tu Shama Main Parwana Tera Lyrics - Khiladi
- Hoke Man Aaj Magan Lyrics - Akshay Kumar
- Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor
- Nazrein Mili Dil Dhadka Lyrics - Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor