Mera Sanam Sabse Pyara Hai Lyrics - Dil Ka Kya Kasoor


Mera Sanam Sabse Pyara Hai song belongs to the Lawrence DSouza's film Dil Ka Kya Kasoor starring Prithvi, Divya Bharti, Sanam and Raju Shreshta. Mera Sanam Sabse Pyara Hai Lyrics are penned by Sameer while this track is sung by Kumar Sanu and Asha Bhosle. Dil Ka Kya Kasoor is a 1992 Hindi movie starring Prithvi, Divya Bharti and Sanam.

Mera Sanam Sabse Pyara Hai Lyrics - Dil Ka Kya Kasoor

Mera Sanam Sabse Pyara Hai Song Detail


Song: Mera Sanam Sabse Pyara Hai
Album: Dil Ka Kya Kasoor (1992)
Singer: Kumar Sanu, Asha Bhosle
Musician: Nadeem, Shravan
Lyricist: Sameer
Star Cast: Prithvi, Divya Bharti, Sanam etc.

Mera Sanam Sabse Pyara Hai Lyrics

Mera sanam sabse pyara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai

Mera sanam sabse pyara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai
Woh jaan, jigar, dil hamara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai x (2)

Itne dino maine maangi dua
Itne dino maine maangi dua
Tab jaake humdard tujhsa mila
Ab har kadam sath chalna mere

Ab har kadam sath chalna mere
Kuchh bhi nahin zindagi bin tere
Tujhe nazar mein utara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai

Ho mera sanam sabse pyara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai
Woh jaan, jigar, dil hamara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai

Ho lab pe mere tera naam na ho
Lab pe mere tera naam na ho
Aisi subah aisi shaam na ho
Do jism ek jaan ho jaaun main Do jism ek jaan ho jaaun main
Hai aarzu tujhmein kho jaaun main
Tujh pe sab kuchh vaara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai

Mera sanam sabse pyara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai
Woh jaan, jigar, dil hamara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai
Mera sanam sabse pyara hai
Sabse pyara hai, sabse pyara hai