Meri Mitti Mein Mil Gayi Jawani Lyrics - Khandan


Meri Mitti Mein Mil Gayi Jawani Lyrics from Khandan is sung by Asha Bhosle and Usha Mangeshkar, written by Rajinder Krishan. Music of Meri Mitti Mein Mil Gayi Jawani is composed by Ravi. Khandan is a 1965 Hindi movie starring Sunil Dutt, Nutan and Om Prakash.

Meri Mitti Mein Mil Gayi Jawani Lyrics - Khandan

Meri Mitti Mein Mil Gayi Jawani Song Detail


Song: Meri Mitti Mein Mil Gayi Jawani
Album: Khandan (1965)
Singer: Asha Bhosle, Usha Mangeshkar
Musician: Ravi
Lyricist: Rajinder Krishan
Star Cast: Sunil Dutt, Nutan, Om Prakash etc.

Meri Mitti Mein Mil Gayi Jawani Lyrics

Do din ka jhootha pyar jaga ke
Chala gaya ek babu
Koyi bata de kaise rakhun
Apne dil par kabu

Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Koyi samjhe na meri kahani haye Ram
Koyi samjhe na meri kahani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram

Khilata tha pyar se banaras ka paan
Ho ghadi ghadi kehta tha haye meri jaan
Khilata tha pyar se banaras ka paan
Ho ghadi ghadi kehta tha haye meri jaan
Yaad aati hai jab uski meethi zuban
Yaad aati hai jab uski meethi zuban
To ro ro ke kehta hai dil nadan kya

Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Koyi samjhe na meri kahani haye Ram
Koyi samjhe na meri kahani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram

Abhi to hai mushkil se do din ki baat
Ke saiyab ke pehlu mein kat'ti thi raat
Abhi to hai mushkil se do din ki baat
Ke saiyab ke pehlu mein kat'ti thi raat
Main to samjhi thi saari umar ka hai sath
Main to samjhi thi saari umar ka hai sath
Pata kya tha aisi hai mardon ki zaat

Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Koyi samjhe na meri kahani haye Ram
Koyi samjhe na meri kahani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram

Na hota agar char aankhon ka mel
Judayi ki hoti na lambi yeh jail
Na hota agar char aankhon ka mel
Judayi ki hoti na lambi yeh jail
Ho pada kitna mehanga mohabbat ka khel
Ho pada kitna mehanga mohabbat ka khel
Yeh kehta hai beh behke zulfon ka tel

Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram
Koyi samjhe na meri kahani haye Ram
Koyi samjhe na meri kahani haye Ram
Meri mitti mein mil gayi jawani haye Ram