Kal Chaman Tha Lyrics - Khandan
Kal Chaman Tha Lyrics from Khandan is Hindi song sung by Mohammed Rafi. Kal Chaman Tha song lyrics are written by Rajendra Krishan, its music is given by Ravi. Khandan is a 1965 Hindi movie starring Sunil Dutt, Nutan and Om Prakash.

Kal Chaman Tha Song Detail
Song: Kal Chaman Tha
Album: Khandan (1965)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: Ravi
Lyricist: Rajendra Krishan
Star Cast: Sunil Dutt, Nutan, Om Prakash etc.
Director: A. Bhimsingh
Kal Chaman Tha Lyrics
Mujhe jab jab baharon ka
Zamana yaad aayega
Kahin apna bhi tha
Ek aashiyana yaad aayega
Kal chaman tha aaj ek sehra hua
Dekhte hi dekhte yeh kya hua
Kal chaman tha aaj ek sehra hua
Dekhte hi dekhte yeh kya hua
Kal chaman tha
Mujhko barbaadi ka koyi gham nahi
Mujhko barbaadi ka koyi gham nahiGham hai barbaadi kyun charcha hua
Kal chaman tha aaj ek sehra hua
Dekhte hi dekhte yeh kya hua
Kal chaman tha
Ek chhota sa tha mera aashiyan
Ek chhota sa tha mera aashiyan
Aaj tinke se alag tinka hua
Kal chaman tha aaj ek sehra hua
Dekhte hi dekhte yeh kya hua
Kal chaman tha
Sochta hoon apne ghar ko dekh kar
Sochta hoon apne ghar ko dekh kar
Ho na ho yeh hai mera dekha hua
Kal chaman tha aaj ek sehra hua
Dekhte hi dekhte yeh kya hua
Kal chaman tha
Dekhne walon ne dekha hai dhuan
Dekhne walon ne dekha hai dhuan
Kisne dekha dil mera jalta hua
Kal chaman tha aaj ek sehra hua
Dekhte hi dekhte yeh kya hua
Kal chaman tha