Maloom Lyrics - Lekar Hum Deewana Dil (2014)
Maloom Lyrics of Lekar Hum Deewana Dil (2014) is penned by Amitabh Bhattacharya, it's composed by A R Rahman and sung by Jonita Gandhi. Lekar Hum Deewana Dil is a 2014 Hindi movie starring Armaan Jain, Deeksha Seth and Nikita Dutta.
Maloom Lyrics
Aisa vaisa kyaa pataa
Kaun kaisa kyaa pataa
Zinda hoon aaj main
Zamane se kya pataa
Mera to zamane se
Lena dena hi nahi
Yaaron gustaakhi maaf
Itna hi maloom
Jispe bhi tu sath ho
Bas itna hi maloom
Yakin hai wahi hai
Meri manzil ka rasta
Meri manzil ka rasta
[Meri manzil ka rasta..
Meri manzil ka raata..]
Taare kaise bhala hain tod.te kya pataa
Taare mil bhi gaye to tu karegi bhi kyaa
Main gair maamuli kartab dikha kar ke
Saabit karun bole kya
Kyaa hai tu mere liye
Seedhe sadhe se lafzon mein sun le zaraa...
Ha ha... ha ha... ha ha ha... ha ha...
La lala... lala lalala... la lala lalala...
Kasme kyaa pataa, rehte rasmein kyaa pataa
Sachche pyar ki ************* kyaa pataa
Mera to zamane se
Lena dena hi nahi
Yaaron gustaakhi maaf
Itna hi maloom
Jispe bhi tu sath ho
Bas itna hi maloom
Yakin hai wahi hai
Meri manzil ka raata...
Manzil ka rasta
Meri manzil ka rasta...
Manzil ka rasta
Ha ha... ha ha... ha ha ha... ha ha...
La lala... lala lalala...
He he... he he... he he... hmm hmm...
Maloom Song Detail
Song: Maloom
Album: Lekar Hum Deewana Dil (2014)
Singer: Jonita Gandhi, Hriday Ghatani
Musician: A. R. Rahman
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Star Cast: Armaan Jain, Deeksha Seth, Nikita Dutta etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana