Main Ek Sharif Ladki Lyrics - Charas


Main Ek Sharif Ladki Lyrics from Charas is Hindi song sung by Lata Mangeshkar and music is given by Laxmikant Pyarelal. Main Ek Sharif Ladki song lyrics are written by Anand Bakshi. Charas is a 1976 Hindi movie starring Dharmendra, Hema Malini and Ajit.

Main Ek Sharif Ladki Lyrics - Charas

Main Ek Sharif Ladki Song Detail


Song: Main Ek Sharif Ladki
Album: Charas (1976)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Hema Malini, Ajit etc.

Main Ek Sharif Ladki Lyrics

Jhoom ke main to chalti na thi
Pee ke girti sambhalti na thi
Main to ghar se nikalti na thi
Nikalti na thi nikalti na thi

Bazaar mein izzat meri nilaam ho gayi
Bazaar mein izzat meri nilaam ho gayi
Main ek sharif ladki badnaam ho gayi
Bazaar mein izzat meri nilaam ho gayi
Main ek sharif ladki badnaam ho gayi
Bazaar mein izzat meri

Ghum se kyun dil tera choor hai
Jo yahan hai woh majboor hai
Ghum se kyun choor hai
Jo hai majboor hai
Is jagah ka yeh dastoor hai
Ghum se kyun dil tera choor hai

Subah badal ke roop yahan sham ho gayi
Main ek sharif ladki badnaam ho gayi
Bazaar mein izzat meri nilaam ho gayi
Main ek sharif ladki badnaam ho gayi
Bazaar mein izzat meri

Aur thodi pila do mujhe Kaun hoon main bhula do mujhe
Aur thodi pila do
Kaun hoon main bhula do
Naam kuchh doosra do mujhe
Aur thodi pila do mujhe

Ganga ki mauj sheeshe ka jaam ho gayi
Main ek sharif ladki badnaam ho gayi
Ganga ki mauj sheeshe ka jaam ho gayi
Main ek sharif ladki badnaam ho gayi