Aaja Teri Yaad Aayi Lyrics - Charas


Aaja Teri Yaad Aayi Lyrics from Charas is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Anand Bakshi and music is given by Laxmikant Pyarelal. Aaja Teri Yaad Aayi song lyrics are written by Anand Bakshi. Charas is a 1976 Hindi movie starring Dharmendra, Hema Malini and Ajit.

Aaja Teri Yaad Aayi Lyrics - Charas

Aaja Teri Yaad Aayi Song Detail


Song: Aaja Teri Yaad Aayi
Album: Charas (1976)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Anand Bakshi
Musician: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Hema Malini, Ajit etc.

Aaja Teri Yaad Aayi Lyrics

Dil insaan ka ek tarazu
Dil insaan ka ek tarazu
Jo insaaf ko tole
Apni jagah par pyar hai kaayam
Dharti ambar dole

Sab se bada sach ek jagat mein
Bhed anek jo khole
Prem bina jeewan suna
Yeh pagal premi bole

Ke aaja teri yaad aayi

Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O baalam harjayi
Ke aaja teri yaad aayi

Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O baalam harjayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi

Zalim kitni der laga di
Zalim kitni der laga di
Tumne aate aate Ab aaye ho ab na aate
To hum jaan se jaate

Dil deewana deewane ko
Hum kaise samjhate
Dete Ram duhai
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi

Fursat bhi hai mausam bhi hai
Fursat bhi hai mausam bhi hai
Man hai rang realiyon mein
Chhup gayi hai tu khushbu banke
Shayad in kaliyon mein

Maine tujhko kitna dhoondha
Aawara galiyon mein
Yeh aawaaz lagayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi

Mast hawa ne baat koyi
Mast hawa ne baat koyi
Aisi keh di kaanon mein
Jaise koyi madira bhar de
Khaali paimano mein

Tadpa dala aaj machalte
Dil ke armaano ne
Rutt ne li angdayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi
O baalam harjayi
Ke aaja teri yaad aayi
Ke aaja teri yaad aayi