Main Bambai Ka Babu Lyrics - Naya Daur


Main Bambai Ka Babu Lyrics from Naya Daur is Hindi song sung by Mohammed Rafi. Main Bambai Ka Babu song lyrics are written by Sahir Ludhianvi, its music is given by O P Nayyar. Naya Daur is a 1957 Hindi movie starring Dilip Kumar, Ajit and Jeevan.

Main Bambai Ka Babu Lyrics - Naya Daur

Main Bambai Ka Babu Song Detail


Song: Main Bambai Ka Babu
Album: Naya Daur (1957)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: O. P. Nayyar
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Star Cast: Dilip Kumar, Ajit, Jeevan etc.

Main Bambai Ka Babu Lyrics

Main Bambai ka babu
Naam mera ajaana
English dhun mein gaaun
Main Hidustani gaana

Hey main Bambai ka babu
Naam mera ajaana
English dhun mein gaaun
Main Hidustani gaana
Main Bambai ka babu

Yeh duniya hai uski

Jo duniya se khele
Sakhti ho ya narmi
Hanste hanste jhele

Yeh duniya hai uski
Jo duniya se khele
Sakhti ho ya narmi
Hanste hanste jhele
Sun lo aji sun lo
Yeh jaadu ka tarana

Main Bambai ka babu
Naam mera ajaana
English dhun mein gaaun Main Hidustani gaana
Main Bambai ka babu

Kuchh hain daulat wale
Kuchh hain taakat wale
Asli wale woh hain
Arre jo hain himmat wale

Kuchh hain daulat wale
Kuchh hain taakat wale
Asli wale woh hain
Arre jo hain himmat wale
Sun lo aji sun lo
Yeh jaadu ka tarana

Main Bambai ka babu
Naam mera ajaana
English dhun mein gaaun
Main Hidustani gaana
Main Bambai ka babu

Aaya hoon main bandhu
Roos aur cheen mein jaake
Kaam ki baat bata di
Arre comedy gaana gaa ke

Aaya hoon main bandhu
Roos aur cheen mein jaake
Kaam ki baat bata di
Arre comedy gaana gaa ke
Sun lo aji sun lo
Yeh jaadu ka tarana

Main Bambai ka babu
Naam mera ajaana
English dhun mein gaaun
Main Hidustani gaana

Main Bambai ka babu
Naam mera ajaana
English dhun mein gaaun
Main Hidustani gaana
Main Bambai ka babu yeah