Kya Nazare Kya Sitare Lyrics - Jheel Ke Us Paar


Kya Nazare Kya Sitare Lyrics from Jheel Ke Us Paar is Hindi song sung by Kishore Kumar. Kya Nazare Kya Sitare song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by R D Burman. Jheel Ke Us Paar is a 1973 Hindi movie starring Dharmendra, Mumtaz and Yogeeta Bali.

Kya Nazare Kya Sitare Lyrics - Jheel Ke Us Paar

Kya Nazare Kya Sitare Song Detail


Song: Kya Nazare Kya Sitare
Album: Jheel Ke Us Paar (1973)
Singer: Kishore Kumar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Mumtaz, Yogeeta Bali etc.

Kya Nazare Kya Sitare Lyrics

Kya nazare kya sitare
Kya nazare kya sitare
Sabko hai intezar
Sab hain bekarar
Tu kab sab dekhegi

Har kali mein har gali mein
Dekhegi mera pyar, pyaar ki bahaar
Tu sab jab dekhegi
Kya nazare kya sitare

Baadal ambar pe yoon

Hi aata jaata rahega
Tere reshmi aanchal ki tarah
Lehrata rahega

Baadal ambar pe yoon
Hi aata jaata rahega
Tere reshmi aanchal ki tarah
Lehrata rahega
Kadmon ki dhool choomegi yeh phool
Tu jab sab dekhegi

Har kali mein har gali mein
Dekhegi mera pyar, pyaar ki bahaar
Tu sab jab dekhegi Kya nazare kya sitare

Man mein tu aise samayi
Jaise nadiya mein neer
Mere nainon ke darpan mein lagi
Hai yoon teri tasveer

Man mein tu aise samayi
Jaise nadiya mein neer
Mere nainon ke darpan mein lagi
Hai yoon teri tasveer
Apna yeh roop yeh chhanv dhoop
Tu jab sab dekhegi

Kya nazare kya sitare
Sabko hai intezar
Sab hain bekarar
Tu kab sab dekhegi
Kya nazare kya sitare