Keh Rahe Hain Yeh Aansoo Lyrics - Jheel Ke Us Paar


Keh Rahe Hain Yeh Aansoo Lyrics from Jheel Ke Us Paar is Hindi song sung by Lata Mangeshkar. Keh Rahe Hain Yeh Aansoo song lyrics are written by Anand Bakshi, its music is given by R D Burman. Jheel Ke Us Paar is a 1973 Hindi movie starring Dharmendra, Mumtaz and Yogeeta Bali.

Keh Rahe Hain Yeh Aansoo Lyrics - Jheel Ke Us Paar

Keh Rahe Hain Yeh Aansoo Song Detail


Song: Keh Rahe Hain Yeh Aansoo
Album: Jheel Ke Us Paar (1973)
Singer: Lata Mangeshkar
Musician: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Star Cast: Dharmendra, Mumtaz, Yogeeta Bali etc.

Keh Rahe Hain Yeh Aansoo Lyrics

Keh rahe hain yeh aansoo baraste huye
Keh rahe hain yeh aansoo baraste huye
Unche unche makanon mein baste huye
Ek gareeban ki ladki pe hanste huye
Aapko sharm aati nahi

Keh rahe hain yeh aansoo baraste huye
Unche unche makanon mein baste huye
Ek gareeban ki ladki pe hanste huye
Aapko sharm aati nahi

Kya hua main agar khubsoorat nahi

Main bhi insan hoon mitti ki murat nahi
Kya hua main agar khubsoorat nahi
Main bhi insan hoon mitti ki murat nahi

Aapki main behan beti hoti agar
Aap pe kya guzarti main roti agar
Ho meri soorat pe taane yoon karte huye
Aapko sharm aati nahi

Keh rahe hain yeh aansoo baraste huye
Unche unche makanon mein baste huye
Ek gareeban ki ladki pe hanste huye
Aapko sharm aati nahi

Keemti motorein jagmagate libaas Mehangi cheezein hain sab
Aap logon ke paas
Keemti motorein jagmagate libaas
Mehangi cheezein hain sab
Aap logon ke paas

Kis liye liye tum bhala phir khuda se daro
Badnaseebo ki par bad-dua se daro
Ho meri majbooriyon pe yoon hanste huye
Aapko sharm aati nahi

Keh rahe hain yeh aansoo baraste huye
Unche unche makanon mein baste huye
Ek gareeban ki ladki pe hanste huye
Aapko sharm aati nahi