Kya Dekhte Ho Surat Tumhari Lyrics - Qurbani




Kya Dekhte Ho Surat Tumhari Lyrics from the movie Qurbani is sung by Mohammad Rafi and Asha Bhosle, its music is composed by Kalyanji and Anandji and lyrics are written by Indeevar. Qurbani is a 1980 Hindi movie starring Feroz Khan, Vinod Khanna and Zeenat Aman.

Kya Dekhte Ho Surat Tumhari Lyrics

Kya dekhte ho, surat tumhari
Kya chahate ho, chahat tumhari
Na hum jo keh dein, keh na sakogi
Lagti nahin theek neeyat tumhari
Kya dekhte ho, surat tumhari
Kya chahate ho, chahat tumhari
Na hum jo keh dein, keh na sakogi
Lagti nahin theek neeyat tumhari
Kya dekhte ho, surat tumhari

Roz-roz, roz-roz dekhoon tujhe
Nai-nai lage mujhe
Angon mein amrit ki dhara
Tere angon mein amrit ki dhara
Dil lene dhang tere, seekhe koi rang tere
Baaton ka andaz pyara
Teri baaton ka andaz pyara
Shararat se chehra chamakne laga kyon
Yeh rang laayi hai sangat tumhari
Kya dekhte ho, surat tumhari

Socho zara, socho zara jaan-e-jigar
Beetegi kya tum pe agar
Humko jo koi chura le
Tumse humko jo koi chura le
Kisi ne jo tumhein chheena
Namumkin hai uska jeena
Kaise nazar koi daale
Tum pe kaise nazar koi daale
Pyaar pe apne itna bharosa
Pyaar pe apne itna bharosa
Mitna mohabbat mein fitrat hamari

Kya dekhte ho, surat tumhari
Kya chahate ho, chahat tumhari
Na hum jo keh dein, keh na sakogi
Lagti nahin theek neeyat tumhari
Kya dekhte ho, surat tumhari




Kya Dekhte Ho Surat Tumhari Song Detail


Song: Kya Dekhte Ho Surat Tumhari
Album: Qurbani (1980)
Singer: Mohammad Rafi, Asha Bhosle
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Feroz Khan, Vinod Khanna, Zeenat Aman etc.