Hum Tumhe Chahte Hain Aise Lyrics - Qurbani


Hum Tumhe Chahte Hain Aise Lyrics from Qurbani is sung by Anand Kumar C, Kanchan and Manhar Udhas and written by Indeevar. Music of Hum Tumhe Chahte Hain Aise is composed by Kalyanji and Anandji. Qurbani is a 1980 Hindi movie starring Feroz Khan, Vinod Khanna and Zeenat Aman.

Hum Tumhe Chahte Hain Aise Lyrics - Qurbani

Hum Tumhe Chahte Hain Aise Song Detail


Song: Hum Tumhe Chahte Hain Aise
Album: Qurbani (1980)
Singer: Anand Kumar C, Kanchan, Manhar Udhas
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Indeevar
Star Cast: Feroz Khan, Vinod Khanna, Zeenat Aman etc.

Hum Tumhe Chahte Hain Aise Lyrics

Naseeb insan ka naseeb insaan ka
Naseeb insaan ka chahat se hi sanwarta hai
Kya bura ismein kisi par jo koi marta hai

Hum tumhe chahte hain aise
Hum tumhe chahte hain aise
Marne wala koi..
Marne wala koi zindagi chahta ho jaise
Hum tumhe chahte hain aise

Rooth jao agar tum to kya ho
Rooth jao agar tum to kya ho

Pal mein aise lage
Pal mein aise lage jism se jaan jaise juda ho
Hum tumhe chahte hain aise
Marne wala koi..
Marne wala koi zindagi chaahta ho jaise
Hum tumhe chahte hain aise

Zindagi bin tumhare adhoori
Zindagi bin tumhare adhoori
Tumko pa loon agar..
Tumko pa loon agar har kami meri ho jaaye poori
Zindagi bin tumhare adhoori

Le chalenge tumhe hum wahan par Le chalenge tumhe hum wahan par
Tanhaai sanam..
Tanhaai sanam shehnai ban jaaye jahan par
Hum tumhe chahte hain aise

Hum tumhe chahte hain aise
Marne wala koi..
Marne wala koi zindagi chahta ho jaise
Hum tumhe chahte hain aise

Female version:

Zara poochho to mera irada
Zara poochho to mera irada
Mujhe kis-se hai pyar
Mera dil ka hai kaun shehzada
Zara poochho to mera irada

Mere khwaabon mein jo saj raha hai
Woh khuda to nahin
Par zamane mein sabse juda hai
Mere khwaabon mein jo saj raha hai