Kuchi Kuchi Rakkamma Lyrics - Bombay


Read & sing along Kuchi Kuchi Rakkamma Lyrics from the movie Bombay - 1995 which is sung by Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, G V Prakash and Shradha. You can also get other songs & lyrics from Bombay. Bombay is a 1995 Hindi movie starring Arvind Swamy, Manisha Koirala and Tinu Anand.

Kuchi Kuchi Rakkamma Lyrics - Bombay

Kuchi Kuchi Rakkamma Song Detail


Song: Kuchi Kuchi Rakkamma
Album: Bombay (1995)
Singer: Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, G. V. Prakash, Shradha
Musician: A. R. Rahman
Lyricist: Mehboob
Star Cast: Arvind Swamy, Manisha Koirala, Tinu Anand etc.

Kuchi Kuchi Rakkamma Lyrics

Kuchi kuchi rakkamma sun lo tum
Achchi achchi gudiya de do tum
Sara jahaan so gaya, chaand kahin kho gaya
Kuchi kuchi rakkamma
Achchi achchi gudiya

[Haiya haiya haiya, haiya haiya haiya ya ya] x 2

Kuchi kuchi rakkamma paas aao na
Ek achchi achchi gudiya de do na
Sara jahaan so gaya, chaand kahin kho gaya
Kuchi kuchi rakkamma

Achchi achchi gudiya

Kuchi kuchi rakkamma paas aaye na
Ek pyaari pyaari gudiya na de na
Sara jahaan soya nahi, chaand kahin khoya nahi
Kuchi kuchi rakkamma paas aaye na
Ek pyaari pyaari gudiya na de na

Tara ram, tara ram, tara tarara ram...

Naache mor paani mein chham-chham
Gaaye koyal dil chahi sargam
Chaahe khilti kali shabnam
Hey ab ek beti chaahein hum
Aise mat kaho kuchh bhi tum Nazar pher lo humse tum
Bahut haseen yeh nazaare hain
Bas inko dekho tum
Aaya pyaar ka yeh mausam
Raag milan ka chhedein hum
Daal-daal pe phool khile
Khaali pade hain kyon saawan ke jhoole
Ho bas de-de ek kudi
Bas raho door yun hi
Aa aa aa ho bas de-de ek kudi
Bas raho door yun hi
Paas aa ke tujhse to door raha jaaye na

Kuchi kuchi rakkamma paas aaye na
Ek pyaari pyaari gudiya na de na
Sara jahaan soya nahi, chaand kahin khoya nahi
Kuchi kuchi rakkamma paas aaye na
Ek pyaari pyaari gudiya na de na
Sara jahaan soya nahi, chaand kahin khoya nahi
Kuchi kuchi rakkamma
Achchi achchi gudiya

[Haiya haiya hai haiya, haiya haiya hai] x 2
[Haiya haiya, haiya haiya, haiya haiya aai aai aa..] x 2

Tere bina din raat bhi kya, tere bina yeh jeevan kya
Tu nahi to main kuchh bhi nahi par zid bolo yeh kya
Aur yehi bas chaahun main tujh si ek hasin gudiya mile
Tu hai raat Divaali ki woh Eid ka chaand lage
Bahut pyara hai tera kayal, tere khayal ka kya kehna
Par zid ab yeh dil se nikaal yeh hum na maanenge
Chaahe kuchh kar le
Chhod de aas yeh
Dil na tod yeh
Arre chhod de aas yeh
Dil na tod yeh
Teri aisi meethi-meethi baaton mein hum aayein na

Kuchi kuchi rakkamma
Achchi achchi gudiya

Kuchi kuchi rakkamma paas aaye na
Ek pyaari pyaari gudiya na de na
Sara jahaan soya nahi, chaand kahin khoya nahi
Kuchi kuchi rakkamma paas aaye na
Ek pyaari pyaari gudiya na de na
Sara jahaan soya nahi, chaand kahin khoya nahi
Kuchi kuchi rakkamma ha ha ha..