Keh Do Koi Na Kare Yahan Pyar Lyrics - Goonj Uthi Shehnai
Keh Do Koi Na Kare Yahan Pyar Lyrics from Goonj Uthi Shehnai is Hindi song sung by Mohammed Rafi and music is given by Vasant Desai. Keh Do Koi Na Kare Yahan Pyar song lyrics are written by Bharat Vyas. Goonj Uthi Shehnai is a 1959 Hindi movie starring Rajendra Kumar, Ameeta and Anita Guha.
Keh Do Koi Na Kare Yahan Pyar Lyrics
Bikhar gaye bachpan ke sapne
Armanon ki shaam dhale
Kahin saje baraat kisi ki
Kahin kisi ka pyaar jale
Keh do koi na kare yahan pyar
Keh do koi na kare yahan pyar
Ismein khushiyan hain kam
Beshumaar hain gham
Ek hansi aur aansu hazaar
Keh do koi na kare yahan pyar
Preet patanga diye se kare
Preet patanga diye se kare
Uski hi lau mein woh jal jal mare
Mushkil raahein yahan
Ashq aur aahein yahan
Ismein chain na koi karaar
Keh do koi na kare yahan pyar
Humne to samjha tha phool khile
Humne to samjha tha phool khile
Chun chun ke dekha to kaante mile
Yeh anokha jahan hardum dhoka yahan
Is virane mein kaisi bahaar
Keh do koi na kare yahan pyar
Keh do koi na kare yahan pyar
Ismein khushiyan hain kam
Beshumaar hain gham
Ek hansi aur aansu hazaar
Keh do koi na kare yahan pyar
Keh Do Koi Na Kare Yahan Pyar Song Detail
Song: Keh Do Koi Na Kare Yahan Pyar
Album: Goonj Uthi Shehnai (1959)
Singer: Mohammed Rafi
Musician: Vasant Desai
Lyricist: Bharat Vyas
Star Cast: Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha etc.
Recently Added Songs
- Kudi Main Hoon Kunwari Lyrics - Twinkle Khanna
- Halka Halka Dard Hai Lyrics - Akshay Kumar
- Chhukar Tere Mann Ko Lyrics - Akshay Kumar
- Tumhe Paa Ke Humne Jahan Paa Liya Hai Lyrics - Rajendra Kumar
- Main Jogiya Jogiya Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Jo Majnu The Woh Chale Gaye Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Aur Ek Gyarah Lyrics - Govinda, Sanjay Dutt
- Ek Haseen Sham Ko Dil Mera Kho Gaya Lyrics - Mohammed Rafi
- Aapne Apna Banaya Meherbani Aapki Lyrics - Lata Mangeshkar
- Mujhe Kitna Pyar Hai Tumse Lyrics - Dil Tera Diwana