Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe Lyrics - Goonj Uthi Shehnai


Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe Lyrics from Goonj Uthi Shehnai is Hindi song sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi and music is given by Vasant Desai. Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe song lyrics are written by Bharat Vyas. Goonj Uthi Shehnai is a 1959 Hindi movie starring Rajendra Kumar, Ameeta and Anita Guha.

Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe Lyrics - Goonj Uthi Shehnai

Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe Song Detail


Song: Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe
Album: Goonj Uthi Shehnai (1959)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Musician: Vasant Desai
Lyricist: Bharat Vyas
Star Cast: Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha etc.

Jeevan Mein Piya Tera Saath Rahe Lyrics

Rok sake na raah hamari
Duniya ki deewar
Sath jiyenge sath marenge
Amar hamara pyar

Jeevan mein piya tera saath rahe
Jeevan mein piya tera saath rahe
Hathon mein tere mera hath rahe
Hathon mein tere mera hath rahe
Jeevan mein piya tera saath rahe
Jeevan mein piya tera saath rahe

Singaar bhara piya pyar tera
Singaar bhara piya pyar tera
Jankaar kare ho mere kangna mein
Jankaar kare ho mere kangna mein

Lagi jabse lagan mere man mein sajan
Lagi jabse lagan mere man mein sajan
Shehnai baje hai mare angna mein
Shehnai baje hai mare angna mein
Sargam ki sada ho ji ho ho ho
Sargam ki sada barsaat rahe
Sargam ki sada barsaat rahe

Hathon mein tere mera hath rahe Hathon mein tere mera hath rahe
Jeevan mein piya tera saath rahe
Jeevan mein piya tera saath rahe

Jab tak suraj chanda chamke
Ganga Jamuna mein bahe paani
Jab tak suraj chanda chamke
Ganga Jamuna mein bahe paani

Rahe tab tak preet amar apni
Rahe tab tak preet amar apni
Hai yeh janam janam ki deewani
Hai yeh janam janam ki deewani
Ho rani yaad milan ho ji ho
Rani yaad milan ki yeh raat rahe
Piya yaad milan ki yeh raat rahe

Hathon mein tere mera hath rahe
Hathon mein tere mera hath rahe
Jeevan mein piya tera saath rahe
Jeevan mein piya tera saath rahe