Jo Safar Pyar Se Kat Jaye Lyrics - Ghungroo


Jo Safar Pyar Se Kat Jaye Lyrics from Ghungroo (1983) is penned by Prakash Mehra, it's composed by Kalyanji and Anandji and sung by Udit Narayan and Alka Yagnik. Ghungroo is a 1983 Hindi movie starring Shashi Kapoor, Smita Patil and Kunal Goswami.

Jo Safar Pyar Se Kat Jaye Lyrics - Ghungroo

Jo Safar Pyar Se Kat Jaye Song Detail


Song: Jo Safar Pyar Se Kat Jaye
Album: Ghungroo (1983)
Singer: Udit Narayan, Alka Yagnik
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Prakash Mehra
Star Cast: Shashi Kapoor, Smita Patil, Kunal Goswami etc.

Jo Safar Pyar Se Kat Jaye Lyrics

Jo safar pyar se kat jaye woh pyara hai safar
Jo safar pyar se kat jaye woh pyara hai safar
Nahi to gardishon ke ke daur ka mara hai safar
Humsafar tu hai to jeene ka sahara hai safar
Humsafar tu hai to jeene ka sahara hai safar
Nahi to gardishon ke ke daur ka mara hai safar
Jo safar pyar se kat jaye woh pyara hai safar
Nahi to gardishon ke ke daur ka mara hai safar

Ho Anarkali arre bhar ke chali
Apne dil mein mohabbat Salim ki

Yeh dard-e-dil hai haaye, kya door karein
Dawa isko vaidya aur kakeem ki
Dil walon ka dil na toote pyar kabhi na roothe
Choote to yeh duniya choote, sath na tera chote
Dil mein ho pyar to
Dil mein ho pyar to jannat ka nazara hai safar
Nahi to gardishon ke ke daur ka mara hai safar
Humsafar tu hai to jeene ka sahara hai safar
Nahi to gardishon ke ke daur ka mara hai safar

Buri nazron wale tera munh kaala
Hum pe aisi nigaahein kyun daale
Jal jaayega tu hai apne dilon mein Yeh mohabbat ke dehke ujaale
Dil ko jab yeh lagan lagi to isko kaun mitaaye
Pyar ki shama dil mein jale to isko kaun bujhaye
Sath ho yaar to
Sath ho yaar to toofan mein kinara hai safar
Nahi to gardishon ke ke daur ka mara hai safar
Jo safar pyar se kat jaye woh pyara hai safar
Nahi to gardishon ke ke daur ka mara hai safar