Tohfa Kabool Hai Hamein Sarkar Aapka Lyrics - Ghungroo


Tohfa Kabool Hai Hamein Sarkar Aapka Lyrics from Ghungroo (1983): This is a lovely song from Ghungroo starring Shashi Kapoor, Smita Patil, Kunal Goswami and Komal Ranjit. It is sung by Asha Bhosle and composed by Kalyanji and Anandji. Ghungroo is a 1983 Hindi movie starring Shashi Kapoor, Smita Patil and Kunal Goswami.

Tohfa Kabool Hai Hamein Sarkar Aapka Lyrics - Ghungroo

Tohfa Kabool Hai Hamein Sarkar Aapka Song Detail


Song: Tohfa Kabool Hai Hamein Sarkar Aapka
Album: Ghungroo (1983)
Singer: Asha Bhosle
Musician: Kalyanji, Anandji
Lyricist: Anjaan
Star Cast: Shashi Kapoor, Smita Patil, Kunal Goswami etc.

Tohfa Kabool Hai Hamein Sarkar Aapka Lyrics

Yeh jashn-e-mohabbat ho mubarak ho huzur ko
Kaise chhupaaun ko aaj khushi ke suroor ko
Itni khushi mili ki yeh aansu machal pade
Main khush hoon, maaf keejiye mere kusoor ko

Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Le aaya phir wahin hamein
Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Le aaya phir wahin hamein

Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Tohfa kabool hai hamein

Anjaam hai, anjaam hai
Anjaam hai yeh pyar ka, yeh pyar ka sila
Kya aapse shikayatein, kya aapse gila
Fariyad kya sunega, sunega
Fariyad kya sunega yeh darbar aapka
Le aaya phir wahin hamein
Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Tohfa kabool hai hamein

Jee chahta aapko jee bhar ke dekh lein
Phir zindagi mein aapse mil paayein na milein
Shayad yehi ho aakhiri
Shayad yehi ho aakhiri deedar aapka
Le aaya phir wahin hamein
Le aaya phir wahin hamein lo pyar aapka
Tohfa kabool hai hamein sarkar aapka
Tohfa kabool hai hamein

Dil maange, dil de doon
Jaan maange, jaan de doon tere liye jaan-e-jaan
Sunle o dil jaani, main teri deewani
Mere liye tu Khuda
Ashkon ko peena hai, tanha hi jeena hai
Tanha hi jee lenge hum
Teri khushi hai to, yeh zindahi hai to
Zakhmon ko see lenge hum
Yeh shamma jalne do, shole machalne do
Hai saamna yaar ka
Ghungroo bikharne do, yeh rang chadhne do
Bikhre lahoo pyar ka
Alvida, alvida, alvida, alvida, alvida, alvida