Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Lyrics - Title Song


Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Lyrics is title song sung by Abhijeet Bhattacharya and music is given by Anand Raj Anand. Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai song lyrics are written by Dev Kohli, Praveen Bhardwaj. Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai is a 2000 Hindi movie starring Govinda, Sonali Bendre and Rinke Khanna.

Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Lyrics - Title Song

Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Song Detail


Song: Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai
Album: Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai (2000)
Singer: Abhijeet Bhattacharya
Musician: Anand Raj Anand
Lyricist: Dev Kohli, Praveen Bhardwaj
Star Cast: Govinda, Sonali Bendre, Rinke Khanna etc.

Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai Lyrics

Bhabhi kangan khankati hai
Aur maa loriyan gaati hai

Bhabhi kangan khankati hai
Aur maa loriyan gaati hai
Madham madham si pawan chale
Koyaliya geet sunati hai

Bachcha wahan aaj bhi chand ko
Chanda mama kehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai

Bhabhi kangan khankati hai
Aur maa loriyan gaati hai
Madham madham si pawan chale
Koyaliya geet sunati hai

Bachcha wahan aaj bhi chand ko
Chanda mama kehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai

Gaanv ka panghat panghat ka paani
Bhare gagariya koyi deewani
Thandi thandi purwayi mein
Meethi meethi khushbu Mat puchho us khushbu mein
Hota hai kaisa jaadu

Jaadu aisa hota hai ke
Har koyi jhoomta rehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai

Bhabhi kangan khankati hai
Aur maa loriyan gaati hai
Madham madham si pawan chale
Koyaliya geet sunati hai

Dil mein basa kar gaanv ki mamta
Shehar mein aaya main jogi ramta
Dil mein basa kar gaanv ki mamta
Shehar mein aaya main jogi ramta

Sukh dukh saare maan kar
Aur unko apnakar
Tarah tarah ke naaton se
Ghar ban jaata hai sundar
Pal pal sachche rishton ka
Wahan pyar barasta rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai
Jis desh mein ganga rehta hai

Bhabhi kangan khankati hai
Aur maa loriyan gaati hai
Madham madham si pawan chale
Koyaliya geet sunati hai

Bachcha wahan aaj bhi chand ko
Chanda mama kehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai

Jis desh mein Ganga rehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai
Jis desh mein Ganga rehta hai



More Lyrics From Jis Desh Mein Ganga Rehta Hai