Jabse Laagi Tose Najariya Lyrics - Shikar




Jabse Laagi Tose Najariya Lyrics from Shikar is Hindi song in the voices of Asha Bhosle, Lata Mangeshkar. Jabse Laagi Tose Najariya song lyrics are written by Hasrat Jaipuri, its music is given by Shankar Jaikishan. Shikar is a 1968 Hindi movie starring Dharmendra, Asha Parekh and Sanjeev Kumar.

Jabse Laagi Tose Najariya Lyrics - Shikar

Jabse Laagi Tose Najariya Song Detail


Song: Jabse Laagi Tose Najariya
Album: Shikar (1968)
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Musician: Shankar Jaikishan
Lyricist: Hasrat Jaipuri
Star Cast: Dharmendra, Asha Parekh, Sanjeev Kumar etc.

Jabse Laagi Tose Najariya Lyrics

Jabse laagi tose najariya
Nas nas mein daude hai bijariya
Aaja aaja more sawariya
Mose sambhle na baali umariya
Aaye haye haye
Mose sambhle na baali umariya

Jabse laagi tose najariya
Nas nas mein daude hai bijariya
Aaja aaja more sawariya
Mose sambhle na baali umariya
Aaye haye haye
Mose sambhle na baali umariya

Jabse laagi tose najariya
Nas nas mein daude hai bijariya
Aaja aaja more sawariya
Mose sambhle na baali umariya
Aaye haye haye
Mose sambhle na baali umariya

Nain huye dono gulaabi
Chaal chalun main jaise sharaabi
Nain huye dono gulaabi
Chaal chalun main jaise sharaabi
Bedh jiya ke kaise bataun
Bedh jiya ke kaise bataun
Padh le mora chehra kitaabi

Jabse laagi tose najariya
Nas nas mein daude hai bijariya
Aaja aaja more sawariya
Mose sambhle na baali umariya
Aaye haye haye
Mose sambhle na baali umariya

Rang mein tore main to rang gayi
Pyar ki batiyan main to samajh gayi
Rang mein tore main to rang gayi
Pyar ki batiyan main to samajh gayi
Jaan le tu bhi more baalam
Jaan le tu bhi more baalam
Aaj main kaahe itni saj gayi

Jabse laagi tose najariya
Nas nas mein daude hai bijariya
Aaja aaja more sawariya
Mose sambhle na baali umariya
Aaye haye haye
Mose sambhle na baali umariya

Raah naveli dar mohe laage
Thaam le bahiyan saamne aake
Raah naveli dar mohe laage
Thaam le bahiyan saamne aake
Khoj mein teri khud kho jaaun
Khoj mein teri khud kho jaaun
Tu jo mile to baag yeh jaage

Jabse laagi tose najariya
Nas nas mein daude hai bijariya
Aaja aaja more sawariya
Mose sambhle na baali umariya
Aaye haye haye
Mose sambhle na baali umariya